Timepaas

Re: Timepaas

nahi aap haseena ho is liye samjhaa yeh bhi pakki hoin :cb:

Re: Timepaas

HONH :thapar:

Re: Timepaas

:omg: Shab yeh khuch aur hi samjhay

Re: Timepaas

nahi ye hassena abhi maan nahi rahi :wink:

Re: Timepaas

Haseena maan jao abhi to tum haseena ho :cb:

Re: Timepaas


haaye Allah...innaa saaraa bharam kis bhaao Khareeda? aapke mulak meN sheesha nai milda ji? hahaha....ab ham kaise maaneN? hameN to proofaaN chaahiyeN :)

Re: Timepaas

Kya karain nadaan jo thehray … Aap samjha deejeyey naa … :smiley:

Re: Timepaas

ufff zalim samajh thori dair khush bhi nahi honay deta :naak:

Re: Timepaas

Sheesha sehat ke liye muzir hai “Wizarat-e-sehat” Pakistan ke cigarette ka add :omg:

Re: Timepaas

Shab samjhaye gi danda ley ker :omg:

Re: Timepaas

Asal khushi shaadi ke baad hai :wink:

Re: Timepaas

**nahiiN…yeh kaam shaadii ke ba’d kijiyegaa…abhi hameN Khsuh hone dijiye :smiley:
**

hahaha…sachchii? sheesha ho yaa dil ho aaKhir TooT jaataa hai…yeh add men lagvaayeN :smiley:

Re: Timepaas

Apne tau naseeb hi kharab hain, jahaan dekho danday hi nazar aatay hain … :frowning:

Re: Timepaas

yeh gana aap yahaan gs per lagayein :D

Re: Timepaas

Oh becharay aajkal kaya danday parh rahey hian :(

Re: Timepaas


lo ji...jise sunnaa chaahiye thaa vo to kaafii der se Ghaayab haiN ya'ni shab laa pataa haiN :D

Re: Timepaas

Shab ney to buraa hi manaa liyaa :naak:

Re: Timepaas

Jee haan kuch aisa hi haal hai naseeb ko le kar ... :(

Re: Timepaas

ALLAH behter karey aap ke end per :(

Re: Timepaas

oh oh…tab to merii aayii shaamat aur aapkii aayii aafat :smiley: