Timepaas

Re: Timepaas

kyo cricket se aap k pait kharab ho jata hay kaya :@:

Re: Timepaas

Nahi thori der baad bore ho jata hai :emmy: Itna lamba game koi excitement hi nahi bat dikhao and run banao aur sunaoon baatein cricket ko :mocking:

Re: Timepaas

اپنے سائے سے بھی اشکوں کو چھپا کر رونا
جب بھی رونا تو چراغوں کو بجھا کر رونا
لوگ پڑھ لیتے ہیں چہرے پہ لکھی تحریریں
اتنا دشوار ہے لوگوں سے چھپا کر رونا

*
Apne saaye se bhi ashkoon ko chupa kar rona
Jab bhi rona tau charagoon ko bujha kar rona
Log parh laite hain chehre pe likhi tehreerain
Itna dushwaar hai logoon se chupa kar rona ...
*

Re: Timepaas

Shab aai hi nahi doobara :omg: Ab aap key peit ka kaya haal hai :smiley:

Re: Timepaas

thori tarlay mintay karo ap logh :blush:

Re: Timepaas

Jaldi batao :smilestar:

Re: Timepaas

Molak kha liye ap nay jo dard uthay ka molk?

Re: Timepaas

Lillllaaaaaaaaaaah … Ab tau bata deejeyey … :smiley:

Re: Timepaas

ab to ham peT kaa dard “export” kareNge :smiley:

lo ji, is meN bhii bhaao dikhaaying…agar ham en sunne se inkaar kar diyaa to u ke peTaaN meN dardaaN ho jaayeNge :smiley:

Re: Timepaas

mai aj puphoo bun gaye :nuch:

Re: Timepaas

mai lakar hazam pathar hazam darda hum say door bhagay hai :D

Re: Timepaas

Bahut bahut mubarak ho Shab ... Allah Pak aap ko bhi khushi ata farmaye, Aameen :)

Re: Timepaas

Bohat bohat mubarak ho Shab :hugz: So its a baby boy or girl

Re: Timepaas

lol .. thanks .. ye bhi meri khushi hai :)

Re: Timepaas

**waah mubaarkaaN…Allah uskii deen dunyaa banaaye…aameen…

maiN to kuchh aur hii samjhaa thaa :D**

Re: Timepaas

mein samjhi Shab book ho gaii :cb:

Re: Timepaas

lol…iimaan se maiN bhii yehii samjhaa thaa k “gaii bhaiNs paanii emN” :wink: :cb:

Re: Timepaas

mai koi plane ki ticket thi jo book hogaye :rolleyes:

Re: Timepaas

great minds :lifey:

Re: Timepaas

Aur hum samajhte rahe ke Shab is already booked:smiley: