Re: Timepaas
oho
ALLAH kido ko jaldi se theak kar de Ameen
Re: Timepaas
oho
ALLAH kido ko jaldi se theak kar de Ameen
Re: Timepaas
seasonal flu, bukharkhaansi
Re: Timepaas
kofta kaa shauq nahiiN lagtaa hai janaab ko…koi chiRh viRh to nahiiN hai kofta u kii? :D…allaamah kaa she’r achchhaa hai zaahir hai par mere kofte kaa bhi koi jawaab nahiiN ![]()
thankoo…kofta ahi hii aisii shai k sab ko pasand aaye
vo bhi Nargisi Koftah ![]()
**aur Nargisii koftah usse bhii achchhaa hotaa hai
**
**welcome back…aaaaaaaaawwwwwwwww kia huaa bachchoN ko? mausam kaa asar? yaa u ne sab ko FREE meN baaNT diyaa? aaj merii den se bhabhi meri beemaar apR gaii haiN…ghar kaa saaraa kaam mere sar aa gayaa hai ![]()
Allah bachchoN ko jald seHat de…aameen ![]()
**
Re: Timepaas
Aap ke koftey bhi khoob rahey…lekin Allama ke sheir ko to bakhsh dijeeye hazrat ![]()
Re: Timepaas
I see… wesey suna hey Khalil bhai bhi part-time doctor heiN ![]()
Re: Timepaas
unkii rooH se ma’zarat ke saath…Ghalib ko chheR saktaa huN? lol ![]()
Re: Timepaas
Ghalib to aap ke chachaa heiN…wo to ghar ki baat hey na ![]()
Re: Timepaas
Thanks guppies I will come later doc anay wali ho gi ![]()
Re: Timepaas
Fine UZ…take care of the kidz…see you later ![]()
Re: Timepaas
**hehehe…par yeh bhii to sunaa hogaa k:
ghar kii murGhii daal baraabar?
magar yeh gaanaa shaayad kabhii na sunaa ho
samaa’at farmaaiye:**
Re: Timepaas
KKF lagta hay am gonna be down with flu too.. severe headache approaching ![]()
Re: Timepaas
ahaaN UZ Bhabhi…sure…u take care of kids…we’ll take care of ur virtual home
inshaa Allah ![]()
**oh oh
online bhii flue contagious hotaa hai kia? ![]()
aap bhii apnaa Khayaal rakhiye…aaraam farmaaiye aur Khoob fluids pijiiye aur tylenol kii do chaar goliyaaN…bas! IA sab fiT faaT ho jaayegaa kal tak :)**
Re: Timepaas
ok lougo i am off now
take care all of you
b happy n keep smiling always
and DO remember my Mamu in ur Dua
ALLAH HAFIZ
Re: Timepaas
Allah Pak apkay mamoo ko sehat-e-kamla ata fermayee. ameen
Fi aman Allah
Re: Timepaas
True, meiN ney ye pehley nahi suna tha…thanx Khalil bhai ![]()
Re: Timepaas
Hum tu moo sar lapait ker so rahaingay abb..
Re: Timepaas
May God be with your mamu. Hamaari duweiN unke saath heiN… Allah Hafiz ![]()
Re: Timepaas
to fara ji koi painkiller lelijeeye na…is sey pehley ke sar’dard aur barrhey…
Re: Timepaas
Hmm sahi kaha aap nay..
Re: Timepaas
Suna hey chai sey bhi farq parrta hey headache meiN…at least it works for me ![]()