Timepaas

Re: Timepaas

AOA everyone :smiley:

Re: Timepaas

:crying: :crying:
:crying: ___/:crying:
:crying: :crying::crying:
:crying: :crying:
:crying: :crying:
:wsalam:

  ________

Re: Timepaas

wa’laikum assalaam…kaisi haiN? :smiley:

Re: Timepaas

Koi hey

http://www.vanderbiltstrategies.com/resources/megaphone+icon.jpg

Re: Timepaas

are bhai…baGhal meN Khaadim aur shahr meN Dhindhoraa? :smiley: salaam

Re: Timepaas

:wsalam: Khalil bhai…kesi tabiat paai hey aap ney?

Re: Timepaas

:helo: shello

Re: Timepaas

wa’laikum HELLO…kaisi ho? salaam :smiley:

Re: Timepaas

AOA everyone I am finally back :smiley:

Re: Timepaas

wa’laikum assalaam and Khush aamded…kaisa rahaa u kaa dina aaj? yahaN to barf kaa toofaan aayaa huaa hai aur kal yahaN holiday bhii hai…Family Day :smiley:

Re: Timepaas

hamaray haan bhi kal holiday hai President’s day :smiley: but hub ki nahi hai :frowning: Well aaj kaa din pakatay hi guzr gaya some guests were here :smiley:

Re: Timepaas

oh achchhaa…to kal Mr Obama is coming to ur place…unke liye lohe kaa “chana jor garam” banvaa liyaa? he LOVES it! :smiley:

Re: Timepaas

haan Obama hi ti mera rishtay daar banay gaa naa :smiley: Nahi kal ke liye nahi khana aaj banaya thaa gusets bhi aaj aaye they Monday and Tuesday to pakanay ki chutti :@:

Re: Timepaas

:wave: :salam: :wave:

Re: Timepaas

:wsalam: Jee ayaan noo. :wave: Aao :chai: peeo nalay :cobra: wee.

Re: Timepaas

jite rahien khush rahien
sukran per main filhal kuch kha - pi nai sakta

Re: Timepaas

w’ alaikum us’salam …Aadaab arz hai

Re: Timepaas

Jiti rahien khush rahien
kesi hain aap Gul Sis
and hows Mus Mus

Re: Timepaas

Allah ka karam hai IS bhai..aap kahiye aap kaise haiN?
Muskaan bhi theek hai .. kuch behtar hai :slight_smile:

Re: Timepaas

main b theak ALLAH ka sukar hay
:slight_smile: