Timepaas

Re: Timepaas

mauq’a denaa Khatarnaak hotaa hai…mauq’a dekh ke log vaar kar dete haiN :smiley:

meraa salaam to kahaa nahiiN hogaa :smiley: ab kah deN…kahiyegaa k luckhnauwi salaam pesh e Khidmat hai :slight_smile: