Re: Timepaas
and
Ich bin für Namaz gehen
![]()
Re: Timepaas
and
Ich bin für Namaz gehen
![]()
Re: Timepaas
Azeezaan-e-man...kya chal raha hey yahaN???? :)
Re: Timepaas
rone ka muqaabla ![]()
Re: Timepaas
Lekin aesi kya uftaad aan parri dosto?? :( ... Aur koi muqaabla nahi mila tha aap logoN ko karney ke leeye???
Re: Timepaas
Yeh sub aapki behan ki karastniyaaN hain Amal... aur hosla-afzaiyee ki jiyee ronay ki... aahoo
Assalam o alykum everyone....
Re: Timepaas
pehle aap mus mus ko samjaiin agr wo ro roye tu main ne nai roaon ga :is: ![]()
Re: Timepaas
![]()
jiti rahien khsuh rahien ![]()
![]()
Re: Timepaas
Yeh sub aapki behan ki karastniyaaN hain Amal... aur hosla-afzaiyee ki jiyee ronay ki... aahoo
Wo to bacchi hey munni si :LB:...wo roey to aap log usey hasaaya karo na ... us ke saath aap log khud bhi rona dhona shuru ho jaatey ho :(
Re: Timepaas
slaam all ![]()
Re: Timepaas
Shukran IS... Allah Pak aapko bhee ghamooN say door aur apni hifazatooN main rakhay.. ameen
Amal... woh bachi hay ya ronay ki machine... usko roz jokes section ka phaira lagwa diye kero yaar...
**
shayad kay uskay dil main utar jayee koi joke....** :(
Re: Timepaas
W assalam wr wb... kahan hu larki... aur kiya ker rahi hoo...
Re: Timepaas
sorry chachu m not bachi
side lene ka shukriah…ab farigh ho k bahar ao to paise le lena ![]()
Re: Timepaas
^ lol
Re: Timepaas
yahin hoti hun isi dunya main
ap logon k sath time pass kiun k ghar wale munh nai lagatay
or ap kaisi hain ![]()
Re: Timepaas
Main bhee waisi he hoon.. lol... Shazia tum bhee aik he item ho waisay... aati raha kero, mehfil ki shuguftgi barqarar rehti hay... (abb yeh na samagh laina mainay tumhain shahi-maskharay say tashbeeh di hay)
Re: Timepaas
awwwwwwww thanx but mujhe bura nai laga,akhir maskhara b to insaan hota hai ![]()
Re: Timepaas
aww tum waqayee achi bachi hoo, aur kiya hu raha hay zindgani main?
Re: Timepaas
kuch khas nhi…kabhi kisi bache ka biscuit cheen k rula dia,kabhi kisi guzarte hue bande k agey taang ker k gira dia,kabhi kisi ki chughli ker k larrai dalwa di,kabhi…baqi tafseelaat safa 3 pe ![]()
Re: Timepaas
lol... shabash lagi rahoo... yeh insaniyaat ki khidmat hay aur issi koi koi he sar-anjaam day sakta hay :D
Re: Timepaas
mere talent ko srahne ka shukriah..wese main sath walon ki billi kan b marorr leti hun or unki garri ki hawa b nikaal leti hun toh phir wo bason weganon k peeche dorrain lagate hain ![]()