Timepaas

Re: Timepaas

Aha haha... larki tum tu khasi sarfaroshi dikhaati hoo... billi masoom janwar hay uskay kaan na her maroora kero :( waisay mujhay Pakistan ki billiyooN say dar lagta hay... khasi khoon-khuwar huti hain... sath waloon ki car say hawa nikal daina ain sawab ka kaam hay... mashq jari rakhoo

baqi hidayat waqfay kay badd..

Re: Timepaas

Aadab Arz hay :-)

Re: Timepaas

nai nai itni khatarnaak kahan hoti hain..aik bar meri billi ko panje mar mar k merne wala ker dia tha so you know revenge :snooty: chalain theek hai per ab shikayat ai to ap ka naam lagaon gi :blush: acha theek per zada lamba waqfa na lain,main jaldi sone ki adi hun :blush:

Re: Timepaas

Adaab Gul.. kaisi hain aap?

Re: Timepaas

adaab :blush:

Re: Timepaas

nai mera naam shuru se shazia he hai…theek hun or dawai b baqaidgi se kha rhi hun :blush:

Re: Timepaas

Abhi tu sirf shaam kay aath bajay hain… Pakistan main aur tum abhee say sonay lagi hu… lagtay hay khuwaab achay achay atay hain :wink:

hmm.. baki aisa kiya kero mohallay ki sari murghiaan chura ker unka roast ker k idher time-pass main bheg diya kero… sawab ka kaam hay…

Re: Timepaas

Allah ka karam hay Fara, aap kaesi haiN? , How are you Shazia ji, Lagta hay New haiN aap :-)

Re: Timepaas

Haan haan tmharay naam tu shazia he hay… chupkay chupkay sochinglagta hay dawa nay kaam kerna choar diya hay..

Re: Timepaas

nai to 8 baj k 8 min ho gay hain or mai to sham-o-shaam garri charrh jati hun…kahan achay khwab atay hain,lagta hai charon taraf sheeshay lage hue hain..agar itna barra kaam kerna hai to kiun na sirf ap ko he bhejun,awain sab ka mufta lag jaye ga :snooty:

Re: Timepaas

Shazia darling I am vegetarian... tum murghi choro sharbat bhegoo acha sa thanda thanda... ;)

Re: Timepaas

han g allhamdolillah theek hun :blush: ap mashallah se 2002 se hain to aik saal purana to new he lage ga :teary2:

Re: Timepaas

Gul alhamdulillah... Shazia ki umar abhi kam hay... nanhi jaan hain

Re: Timepaas

abhi to kaam kerna shuru kia hai…sare bartan dhoye hain,jharroo lagaya hai or kaprre b dhoye hain :shireen:

Re: Timepaas

Wah wah wah... shabash hay bhai... hum sub bhee yahi kertay hain aur dawa khayee baghair...

Re: Timepaas

itni thand main, naheeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee

Re: Timepaas

becharray Cheegum ka kya ho ga, woh toh subzian kha kha ker tung aa gaya hoga. :nahi:

Re: Timepaas

nanhi jan to aj nai ai :shireen:

Re: Timepaas

slam :blush: wo apni bat ke rhi hain :blush:

Re: Timepaas

salaam...kaise mizaaj haiN sab ke...ek nayii subHo sab ko mubaarak ho :D