Re: Timepaas
lol
Re: Timepaas
lol
Re: Timepaas
han g bilkul yad hai…apki aqwal-e-zareen jesi batain kese bhul sakti hun,abhi to aney wali naslon ko batana hai ![]()
Re: Timepaas
Ye to ab aap gussa kar gaeiN heiN ![]()
Re: Timepaas
nai abhi tak iss ki nobat nhi aye…awain khush kerne k liye ker rhe hain ye.
Re: Timepaas
Aww chaloo inshaAllah jald he uss muqaam tuk bhee pohanch jayeeingi..
Re: Timepaas
nhi Amal g mai bhala ap ki kisi bat pe kese ghussa ker sakti hun…ye to shughal tha ![]()
Re: Timepaas
Aap donoN khawateen sey aek guzaarish hey. Agar aap kuch aur aashaar TasveereiN bolti heiN meiN share kar sakteiN to barri meharbaani ho gi ![]()
Re: Timepaas
thanx for the good wishes ![]()
Re: Timepaas
g inshallah kerti hun thorri der tak.
Re: Timepaas
Aaj pata nahi hamaarey Khalil bhai kidhar gaib heiN ![]()
Re: Timepaas
wah jee wah, Amal, Fara aur Shazia Arif nay toh poetry mein char chaand laga diye. :k:
Re: Timepaas
Woh Fakhtaa koh khana khila rahey hain. ![]()
Re: Timepaas
salaam…maiN bhii Haazir ho gayaa is bazm e Khaasam Khaas meN ![]()
Re: Timepaas
almari me saja ke rakhni hai,
mere ghar 29 farvari ko chai pine ke baad ana bas ![]()
Re: Timepaas
maiN koi paagal huN k chai pee kar aauuNgaa? chai to u ke ghar peeni hai na vo bhii vai ke saath ![]()
Re: Timepaas
rooooti basooorti bachi aa gayii wapis! bhagoooooooooo ![]()
Re: Timepaas
Azizaan-e-man…kya ho raha hey itthey??? ![]()
Re: Timepaas
Hi
I am back too
Ab batao kaya kaya hoa hamaray peechay ![]()
Re: Timepaas
welcome back N salaam…kahaN tashreef le gaii thiiN? ham sab ke liye kia laayiiN? ![]()
Re: Timepaas
Khuch bhi nahi naa mein kaheen gaii thi ghalti sey ghar walon ko tawajja dey rahi thi ![]()