Timepaas

Re: Timepaas

:salam: Wa Rahmat-Allaahi Wa Barakaatuhu
(Peace be upon you, and the mercy of ALLAH and HIS blessings)

Re: Timepaas

**
dictionary kaa kia karnaa hai? achaar Daalnaa hai? maiN ghar pe chai sirf 29 farvarii ko peetaa huN :slight_smile: baaqii dinoN meN jiske ghar jaauuN uske ghar peetaa huN…pilaa do na chai, phulleeej!**

Re: Timepaas

Koi hay?

Re: Timepaas

g mai hazir hun…ab jaldi se chiraagh ragrrain ta k mai ghayab ho jaon :cb:

Re: Timepaas

nahi yaar aap na ghayab hoon... aur sunayee aap kahan hain aur kiya hu raha hay?

Re: Timepaas

Hello fara, how are you? Long time no see :D

Re: Timepaas

thanx...filhal to gs pe he hun or posting he ker rhi hun :D

Re: Timepaas

mujh se b kabhi haal pooch lia karain,nai mangwati ap se soda udhaar :barbie:

Re: Timepaas

GS ko aap ke deedaar wesey kuch kam hi naseeb hotey heiN :)

Re: Timepaas

hotey thay per ab toh mai roz ghareeb pe burey waqt ki tara ai hoti hun :cb:

Re: Timepaas

lol @ soda udharr... fikar na kero shazia, Amal itni asaani say soda la ker dainay wala nahi lagtay...

I am good Amal... enjoying the -19 and snow...

Shazia aap afsana nigar hain? Aur kiya issi naam say likhti hain?

Re: Timepaas

Shazia ji to bohat pohNchi hui shakhsiat heiN. Bas abhi zara khul kar wo GS pe naazil nahi ho rahi heiN ...

Re: Timepaas

g allhamdolilah...shazia rana k naam say likhti hun per ap ko kese pata???kahin mai khudanakhasta mashoor to nai ho gai :@:

Re: Timepaas

fara aap ney TasveereiN bolti heiN meiN bohat kamaal ka sheir post kia hey :lajawab:

Re: Timepaas

lol... konsay magazine main...

Re: Timepaas

Is tarha to hota hey is tarha ke kaamoN meiN :) ... Ye to aek na aek din hona hi tha, aur abhi to morning shows and interviews, yaad hey na??? :)

Re: Timepaas

han han bohat pohanchi hun…bahuwain apni sason ko merwane k liye mujh se he taveez banwati hain :smilestar:

Re: Timepaas

Sukran ya habibi…

Re: Timepaas

aww wow apkay interviews bhee hutay hain? wowwww

Re: Timepaas

umeedain times mai aik novel a raha hai,uskey ilawa abhi net tak mehdood hun.