Timepaas

Re: Timepaas


**
hahaha...faaKhtii bhi to ho saktaa thaa? vaise, why is too too hard for women to believe that men can also be loving and help their moms, ants, sisters, wives and bhabhi's? plz lemme know! :)**

Re: Timepaas

Saant worry its not hard for me to believe that mard can help my hubster jab zaroorat parey :naak: not always help zaroor kertay hain. But Fakhta tum ghar mein jo they sara din is iliye :bummer:

Re: Timepaas

Mujhay neend nahi aa rahi... koi Allah ka banda jaag raha hay?

Re: Timepaas

**
aaaaaaaaaawwwwwwwwwww…nice hubby ji…vaise, roz kiuN nahiiN karte…unkii brain washing kijiye :slight_smile: maiN ghar pe rahuuN yaa kaam pe…ghar lauTne ke ba’d zaroor bhabhi kii help karta huN roz…dishwasher load/unload karna…table clear karna, lawn moving, snow clearing/showelling, driving around…sab kuchh…kinna sughaR huN na? hehe**

Re: Timepaas

ji aap bohat sughar husband banein gay MA:hmmm: Becharay hubby ki job routine dekh ker kam hi kehti hoon jab dono kaam kertay hain to dono ghar ke kaam kertya hian :smiley:

Re: Timepaas

^Kitni khush-qismat bhabi haiN aapki...

Re: Timepaas

kitni ahci baat ki fara aap ney

Re: Timepaas

**
mashaa Allah…nek bande haiN…meri taraH :wink: haha…saHeeH farmaayaa…equal work work equal rishta :)**

bhabhi bhii aur bhaii bhii kiuN k unke bhii kaam kartaa huN na :wink: hahaha

Re: Timepaas

Wah bhai wah... hum itnay khush-qismat kyun na hu sakay :(

Re: Timepaas


aap kaa koi dewar hai kaya fara

Re: Timepaas


**
hayeN? u bhii shaadii shuda? mashaa Allah...Allah aapkii joRii salaamat rakkhe...aameen :) mujhe banaa leN devar hahaha...saare kaam kar diyaa karuuNgaa bas 10 cup chai roz kii mazdoorii luuNgaa
:)**

ab ek ho gayaa na! hehehe

Re: Timepaas

U bohat masoom ho :D

Re: Timepaas

Nopes none at all :(

Re: Timepaas


**
thankoo :) par:

nahiiN nahiiN...maiN ma'soom va'soom nahiiN...tez logoN ke saath bahot tez huN...vo fifty kii raftaar se dauReNge to maiN sixty kii raftaar se...wallah Khaak na paayeNge :)**

Re: Timepaas

mera bhi koii nahi :( chalo ham KKF ko bana lein gay :D

Re: Timepaas

Aww thanks so much KKF, you are such a kind soul. Where are u in Ontario?
You should come and see us :) (read: help us with the house work) lol

Re: Timepaas

Tezon ke saath kaya blade khatay ho :D

Re: Timepaas


**
han sahi...chalo me ko do aur bhabhiyaan mil gaiiN...ab maiN ziyaada dintak kanwaaraa nahiiN rahuuNgaa :D inshaa Allah :)**


**
thankoooooooo soo muchhhhhhhhhh...i'm in Lucknow, Ontario...about 250 kms west of Toronto...near Sarnia...r u in around here too?**

Re: Timepaas

maiN zabaan chalaataa huN...gaz bhar kii hai aur kaali bhi :)

Re: Timepaas

please kaali zunbaan key saath sirf achi baat hi kerna :D