Timepaas

Re: Timepaas

aap bhi to usi time utthi hain :smiley:

Re: Timepaas

border bhi cross kernay ke liye hilna parey gaa and aaj mera mood nahi :D

Re: Timepaas

aray mai to pory 9hr soye... aur uthtay hi idhar :D

Re: Timepaas

mujjhay bhi barf dekhni hai:crying:

Re: Timepaas

idhar bachay nahi sonay detay but wait mein bhi 9 hour hi sleepy hoon :D

Re: Timepaas


**
hmmm...hubby se kaheN vo aapko goad meN le kar sarHad paar karaa deNge...ab hubby aur kis kama aayegaa...lol :D maiN to apni begam agar hotii to sue to saat samandar paar chhoR aataa aur phir aaraam se is paar rahtaa :)**

Re: Timepaas

aao dono mil key royein hamein barf dekhni ahi :crying:

Re: Timepaas

u bhii UZ ke saath aa jaayeN…:slight_smile:

Re: Timepaas

Hubby becharay ham motoo kaa wazan utthay hi khud hi chalnay ke kabil nai rahein gay :naak:

Re: Timepaas

aap log udhar hii raho maiN poore kanaaDaa kii barf aap donoN ko email kiye detaa huN :wink:

Re: Timepaas

**
oh oh…yeh to bahot baRaa masla ho gayaa…ab me ko 4 moTallo ladies se shaadii karnii paRegii taa k waqt agar aisaa kabhii aaye to vo mujhe saat samandar chhoR aayeN :D**

Re: Timepaas

hamay sirf dekhni hai barf mai rahna nahi :D to hum kahi as pas hi dekh kar ajaye gay.. big bear chalain uz :D

Re: Timepaas

acha dosto time to go to work… miltay hain break kkay badh.. :wave:

Re: Timepaas

**
ahaaN…sahii…dekhna is fun, jhelnaa is torture…oh wow…u eman Big Bear Lake near LA? i’ve been ther…wow…nice place…do u get snow up there? wow!**

**
han kiuN nahiiN…ham aajkal faaltoo haiN ikdam…kaam ke ba’d aanewaaloN ke liye saamaan e tafreeH haiN lol…happy tasking! :slight_smile: r u a multi-tasker btw?**

Re: Timepaas

4 ke khawab hi dekhtay rehna :D

Re: Timepaas

thankoo...vaise i wanted to see 12 ke Khaab...poore ek darjan :)

Re: Timepaas

^Lambi uranaaiN haiN aapki... soch lagta hay Fakhta kay sath perwaaz ker rahi hay :P

Re: Timepaas


**
haN na...are baba jab sochnaa hii maqsood ahi to uuNchii kiuN na sochuuN aur dekhuuN k:

taa kujaa parvaaz e par e murGh e taKhaiyul hast!

hehe...samajh nahiiN aayaa ho to koi gal nai...iskaa matlab hai k...soch kii uRaan kitni hai...haha**

Re: Timepaas

Ji ji aap takhyulaat kay mehal tameer kretay rahiyeee.. tabiyaat bhee bashash rahay gee...

Re: Timepaas

waah...kinna saHeeH farmaayaa...Khush baash o bashshaash tabii'at paayii hai :) and u?