Re: Timepaas
Ye to wo khud hi bata saktey heiN…lekin aaj kal pata nahi wo kin hawaaoN meiN urr rahey heiN…haath hi nahi aatey ![]()
Re: Timepaas
Ye to wo khud hi bata saktey heiN…lekin aaj kal pata nahi wo kin hawaaoN meiN urr rahey heiN…haath hi nahi aatey ![]()
Re: Timepaas
Allah kaa karam hai…aap sunaaiye janaab ![]()
palle nahiiN paRaa yaa “palloo” nahiiN paRaa? lol…kia palloo nahiiN paRaa?
**
aajkal shauq e deedaar hai…is liye:
faaKhta banuuN, uRtaa phiruuN mast gagan meN
aaj maiN aazaad huN dunyaa ke chaman meN
hehe**
Re: Timepaas
Arey wah ji wah…Khalil bhai aaj to mood meiN lag rahey heiN ![]()
Re: Timepaas
hehehe…bhai, maiN mood meN kab nahiiN hotaa???
Re: Timepaas
Knock knock who is there:D
Re: Timepaas
faaKhta…hahaha
Re: Timepaas
Aap ko milna kis sey hey…???
Re: Timepaas
aapko mausoofa ko kisse milvaanaa hai?
Re: Timepaas
yeh aap ke nick ki kaya reason hai?![]()
nahin mein ney to aisay hi kiya thaa ![]()
Re: Timepaas
**
lucknow meN un logoN ko kahte haiN jo kisi kaam ke nahiiN hote ya’nii…those who are good for nothing…so, here i am with this nick :)**
Re: Timepaas
jo log khuch nahi kertay woh kamal kertay hain so aap lakhnavi hain
isi liye itni gaarhi urdu boltay hain
Re: Timepaas
**
kamaal ke saath saath dhamaal bhi karte haiN…maiN double dip huN…lakhnauwi bhii huN aur Luck NOWi bhi … ya’ni gore nawaaboN ke shahr Lucknow, Canada men bhii rahtaa huN…aasmana se giraa khajoor meN aTkaa lol**
Re: Timepaas
Khalil bhai ka to naam hi kaafi hey ![]()
Re: Timepaas
to aap Canada ki barf mein aayaashi kertay hian ![]()
Re: Timepaas
**
aiyaashii matlab aaraam se rahnaa?..kaam na karna?..kabootar baazii karnaa?
agar yeh matlab hai to maiN yes aiyaashii kartaa huN magar aiyaash nahiiN hehehe…samajh aa gaii? :)**
Re: Timepaas
Ji, barf ke goley banaa, banaa kar khaatey heiN…yehi inki aayaashi hey ![]()
Re: Timepaas
haan KKF pata hai aap sirf GS per hi reh ker araam kertay hain ![]()
hamari to woh hbi nahi ham US mein ho ker bhi baraf nahi dekh saktay ![]()
Re: Timepaas
**
ab innaa bhii me ko seedhaa saadhaa bholaa bhaalaa bechaaraa na samjheN…iimaan se, yeh sab huN magar JALEBI jaisa
haha :D**
Re: Timepaas
Yawwwwwwwwwwwwwn.. ![]()
ap sub ko neend nai ati kya?
Re: Timepaas
**
aaaaaaaaawwwwwwwww sooooo saddddddddd…aisaa kareN aap border kood kar is taraf aa jaayeN…U.S. paar se IS paar
barf hii barf…maujaan hii maujaaN :D**