Re: Timepaas
Neend .. aur frerro rocher .. is time :nono:
Re: Timepaas
Neend .. aur frerro rocher .. is time :nono:
Re: Timepaas
I know I am not eating but my sweet tooth ![]()
Re: Timepaas
**
hayeN? uncle kisko bolaa? apun u ko uncle dikhe la? amiN to abhi bachcha huN mashaa Allah se hehe**
**
PS: are nai baba…maiN kabhi kisi kii baat kaa buraa nahiiN manaataa…even…apni baat kaa bhii buraa nahiiN maantaa haha**
Re: Timepaas
eat something healthy …like special K bars.. ![]()
Re: Timepaas
kaya pata computer ke peechay kaun baitha hai ![]()
Re: Timepaas
I should think something healthy
Re: Timepaas
OP time pass I had a nice time pass with u AH
Re: Timepaas
**
aaaiilla…inna baRaa ilzaam…vaise, baat sach hai…ho saktaa hai maiN koi aishwariyaa huN ;)**
Re: Timepaas
good nigh.
Re: Timepaas
sab bhaga agye kia?
Re: Timepaas
nahi yehi hain? ap soye nahi abhi tak?
Re: Timepaas
**
maiN aajkal bekaarii kii vajah se 3 am par sotaa huN…abhii 45 min haiN maTar gashtii ke liye haha…how about u?**
Re: Timepaas
Anybody home???
Re: Timepaas
Ji… wuhi kal wali party probably
Re: Timepaas
Yani ke Fakhta wali party aaj phir gaib? ![]()
fara ji kesi heiN aap?
Re: Timepaas
I am good, enjoying the snowfall… baraf kay cake bun rahay hain…
Re: Timepaas
Ab ye barf ki baateiN kar ke aap hum jesey garm illaaqey waaloN ko jalaiye mat please ![]()
Re: Timepaas
salaam…sab dost aHbaab kaise haiN? kia hoing? kia yahaN “dhoomr paan nishedh” hai?
Re: Timepaas
Khalil bhai kesey heiN aap?
Re: Timepaas
Yeh KKF nay uper kiya kaha kuch pallay nahi perda…