Re: ****Time passssss *** October
ChuNki aap poetry se jude haiN, har dil azeez shayar Allama Muhammad Iqbal sahab ki behtareen nazm ki chand panktiyoN mai mera jawab dekhiye ![]()
**Gautam ka jo watan hai, japan ka haram hai
Isa ke ashikoN ko misle-yerusalem hai
Madfoon jis ZameeN mai Islam ka haram hai
Har phool jis chaman ka, firdaus hai, iram hai
Mera watan wahi hai, mera watan wahi hai.
**bande ka salaam sweekar karein ![]()