bahut gahri baat kah di shrimaanji...abhi haal hi mai mere eik senior ki fb post dekhi...unke eik bachpan ke mitra ne suicide kar liya tha..wajah thi ki uski police me training ke dauraan uske tutlaane ka saathiyo ne khoob majaak banaya tha..kabhi kabhi mazaak bahut khatarnaak ho jaata hai..hame kisi ki kamzori, pahnave ya aisi kisi cheez ka mazak nahi banana chahiye..anjaane mai kiya gaya mazaak jaanleva bhi ho sakta hai..hansi mazak jo sabko khush kare wo hi sahi hai.
Where are you from? Random qs because your writing seems different
Where are you from? Random qs because your writing seems different
ChuNki aap poetry se jude haiN, har dil azeez shayar Allama Muhammad Iqbal sahab ki behtareen nazm ki chand panktiyoN mai mera jawab dekhiye :)
**Gautam ka jo watan hai, japan ka haram hai
Isa ke ashikoN ko misle-yerusalem hai
Madfoon jis ZameeN mai Islam ka haram hai
Har phool jis chaman ka, firdaus hai, iram hai
Mera watan wahi hai, mera watan wahi hai.

**bande ka salaam sweekar karein :)
saare jahan se acha Hindustan hamara
hum bubulen hi iski ye gulsitan hamara
saare jahan se acha Hindustan hamara
hum bubulen hi iski ye gulsitan hamara
Sahi pahchana sahab..Khwaja Moinuddin Chisti, Hazrat Nizamuddin, Mahatma Gandhi, Mother Teresa, Guru Nanak, Swami Vivekanand, Mahatma Buddha jaise sant jinhone duniya ko seva, bhaichare, ahinsa ka paigaam diya, ke mulk se hain..par afsos ye hai ki chand nafrat ki tizarat karne waloN ki wajah se naam kharab hota hai.