(Time-Pass) ~*~ Kuch apni kaho ... Kuch meri suno ~*~

**

Haye :bummer:
Aik aunty phone per pooch rahi thi ke aap ko apne Abbu jee ki yaad aati hai to Maine kaha “Yaad to unki aati hai jinney bhool jaya kartein hain” Abhi bhi nahin samajh aaye :bummer:
**