:salam2:
Yahaan per aap sab mere sath mil kar Gupshup kar saktay hain …
Tau chalain … shuro hojayain … ![]()
:salam2:
Yahaan per aap sab mere sath mil kar Gupshup kar saktay hain …
Tau chalain … shuro hojayain … ![]()
Re: ~~ Kuch apni kaho ... Kuch meri suno ~~
hmmm..nice thread Amarbail...
phr aik shair ho jae pak key halaat pey
tumhey yeh gila hai janna k mizaaj q hain barham
kahoo kaisey muskaraoo,mera mulk jal raha ha..
Re: ~~ Kuch apni kaho ... Kuch meri suno ~~
Its true ... Pak ke halaat bahut hi kharab hain in dinooo ... Pata nahe kis ki nazar lag gae hamare pyare watan ko ... :(
Re: ~~ Kuch apni kaho ... Kuch meri suno ~~
**Tumhey Dekha to yeh Khayaal aaya
Tumhey Dekha to yeh Khayaal aaya
... Paglon ke stock mein naya maal aaya :@:
Copy/Paste of my sms
**
Re: ~~ Kuch apni kaho ... Kuch meri suno ~~
Insaan salaam ka jawab hi de deta hai ...
Re: ~~ Kuch apni kaho … Kuch meri suno ~~
**
![]()
Aap sher mein bhi yeh keh sakte the ![]()
Like ==> Salam Arz hai Jawaab Dena Farz hai
Gunegaar to na banaya hota ![]()
**
Re: ~~ Kuch apni kaho ... Kuch meri suno ~~
Phir tau ab aap ko saza milni chaheyey ...
Waise, shaeri ka yeh shauq kitna puraana hai … ?
Re: ~~ Kuch apni kaho … Kuch meri suno ~~
**Aap ko Milni chahiye ![]()
Yeh Poetry forum hai.
EDIT : Mujeh shayari ka shoq nahin hai ![]()
Ammi jee ko hai ![]()
**
Shukriya yaad dilane ka ke yeh poetry forum hai … ![]()
Ammi jee is most welcome ![]()
Lagta hai ammi jee se kuch seekha nahe aap ne
Re: ~~ Kuch apni kaho … Kuch meri suno ~~
**Haanji thora thora ![]()
Lekin Saath mein songs mein bhi to poetry hoti hai ![]()
Warna mere samajh ki baat nahin hai ![]()
Kissi Mozu pe sheroshayari karein ?
**
Re: ~~ Kuch apni kaho ... Kuch meri suno ~~
^ Jaisa aap kahain ... Shurro hojayain ... Aap ko poochne ki zaroorat hai kya ... ???
Re: ~~ Kuch apni kaho … Kuch meri suno ~~
**Lekin Mozu kiya hai ![]()
**
Re: ~~ Kuch apni kaho ... Kuch meri suno ~~
Aap koi bhi mouzoo per baat kar sakti hain, shair keh sakti hain ...
Waise aap ke AVI hamesha aise hi kyon hotay hain ... ?
Re: ~~ Kuch apni kaho … Kuch meri suno ~~
**^Kyun ki jab se yeh lagaye hain tab se 3 baar gir chuki hoon lekin keechar mein nahin ![]()
Hmmmmmmmm
Ghumgeen shayari okay aap shuru karein
**
Re: ~~ Kuch apni kaho ... Kuch meri suno ~~
^ is baar keechar mein nahe girri, bacchat hogae ... :D
Palkoon pe aanso'oun ko sajaya na ja saka
Us ko bhi dil ka haal bataya na ja saka
Zakhmoon se choor choor thaa yeh dil mera
Ek zakhm bhi us ko dikhaya na ja saka ...
Re: ~~ Kuch apni kaho ... Kuch meri suno ~~
[QUOTE]
Woh Hi Mehfooz Rakhay ga Mere Ghar Ko Balaao'n Se,
Jo Barish Mein Shajar Se Ghonsla Girnay Nahi Deta......!!!!
[/QUOTE]
:@:
Re: ~~ Kuch apni kaho ... Kuch meri suno ~~
**OMG that's amazing.
I just wanted to say Yaad to unko kiya jaata hai, Jinney bhool jaaya kartein hain
**
:@:
Khush aamdaid ... Welcome ... Kaisi hain aap ... ?
Aaj is wakt GS per, khair tau hai na ...
**OMG that's amazing.
I just wanted to say Yaad to unko kiya jaata hai, Jinney bhool jaaya kartein hain **
Tau aap kis ko bhooli hain .. :D
Re: ~~ Kuch apni kaho ... Kuch meri suno ~~
[QUOTE]
Khush aamdaid ... Welcome ... Kaisi hain aap ... ?
Aaj is wakt GS per, khair tau hai na ...
[/QUOTE]
kul weekend hai na.....