Wahi kar raha hoon ![]()
Aati jaati rahti ho lekin kabhi baat karney ki zehmat nahi kee
Aur kisi aisi larki ney e-mail bheji thee jo kahti hai k teenager nahi hai lekin dekhney mein teenager lagti hai :whistling
Yeh nahi ho sakta
Na meri aankhon mein sharafat hai, na chal mein nazakat, na dil mein sachayi, aur na hi chehrey par safaayi ![]()