The Qaafiya thread...

Re: The Qaafiya thread…

:yawn:

Re: The Qaafiya thread…

^ the only qaafya goes with it is :sleep2:

Re: The Qaafiya thread…

:rotfl:… funny thread

Re: The Qaafiya thread…

:yawn:

Re: The Qaafiya thread…

yess thats it :sleep:

Re: The Qaafiya thread...

aray baitho na..kaisi batain kartay ho sarkaar!

ok i know this sucks..btw great thread..made my day!

Re: The Qaafiya thread...

Yeh thread barha sunsaan hai magar hai logon ki bharmaar...

Re: The Qaafiya thread...

aur sub khooch hoga khutum with 'r'

Re: The Qaafiya thread...

Yahan maahol kuch thorha lag raha hai purasraar...

Re: The Qaafiya thread...

choro sari batain lajjo, yeh lo baitho khao naswaar..

Re: The Qaafiya thread...

^^

Thenk u, ab miloonga tum sai main pul kai us paar...

Is liye is thread ko main nai 'bump' kiya, yaani kiya 'ubhaar'...:D

Re: The Qaafiya thread…

maazi-e-qareeb kee aa rahi hai ab mujhaY jhankaar
jharaoNkoN maiN door puraani yaadoN kaa bhee hai ghubaar :silly:

Re: The Qaafiya thread...

wat is all this bakwass
hey it kinda rhymes

Re: The Qaafiya thread...

^^

Tum jis din apni chonch chup rakho, us din ho jaaye chamatkaar...:D

Re: The Qaafiya thread...

app sab ko koy kaam nahi hey jo yahn behtey ker rhey hou takrarr :D

Re: The Qaafiya thread...

app log bohat mean hain, band karein bakwass
lol sorry thats the only word i know

Re: The Qaafiya thread…

girnaY laggaa hai aaj phir koi sheh sawaar
Tifl-e-naadaaN naY bhee uThaa lee hai ik addad talwaar :hehe:

Re: The Qaafiya thread...

^^

Tumhari yeh baat sun kai main ho gaya baiqaraar...

Re: The Qaafiya thread…

thiki baji u broke the whole rythm :bummer:

Re: The Qaafiya thread…

yeh kia dhandaa shuroo kar dia meray sarkaar…
yahan sab hain aik say barh kar aik kirdaaar…
diata hoon daad parh kar sab hi ashaar…
itna saara talent horaha tha bas yoonhi baykaar…
bhala ho lajo ka jo kia us nay sab ka parda taar taar…