Re: The Qaafiya thread…
^
Matlaa’ arz hai: ![]()
khabar aaYee hai jail saY ho gaYe aaj chaar paThaan Faraar
police paRi thee “Tunn” khaa kay unn kee Naswaar ![]()
Re: The Qaafiya thread…
^
Matlaa’ arz hai: ![]()
khabar aaYee hai jail saY ho gaYe aaj chaar paThaan Faraar
police paRi thee “Tunn” khaa kay unn kee Naswaar ![]()
Re: The Qaafiya thread…
matlaa kafi abar alood hay ![]()
Kahabar q rakhnay lagay ho pathanoN ki o meray yaar Anwaar
Kha kay ‘kuch’ howay wo tunn, badnaam howi abas’s Naswaar
Re: The Qaafiya thread...
so jao jaake kyon hottay ho khawar
wow i am good :D
Re: The Qaafiya thread…
dil ha chta sa
choti se aaasha
aasmano pay urnay ki aaashaaaaaaaaa
..
Re: The Qaafiya thread...
Ham dua likhtay rahay
Wo dagha parhtay rahay
Aik nuqtay nay Hamain
Mehram say Mujrim Bana dia
Re: The Qaafiya thread…
ab tera kia ho ga kalia ![]()
Re: The Qaafiya thread...
stop copying stuff n get back to rhyming to bakwaas, i love that word :D
Re: The Qaafiya thread…
humne itne paaan khaaye, agaya qaraar ![]()
qaraar=satisfaction right?
Re: The Qaafiya thread…
yeh aashaa ki umer ko kiya aakhir ho gayaa yaar ![]()
choTi hai abhi tuk tau paidaa kub huvee thee yeh naa-hanjaar :o?
Re: The Qaafiya thread…
General ko Urdu main kehtay hain Sipah-e-Salaar…![]()