P_G
41
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
main sirf hasl-e-kalam per tabsara keroon gee ..*snooty*
**
Anwar QURESHI nay khamkha main mera sir khapaya
*PhelaY tau meraa naam sahih likho, it's Qureshi :rolleyes : *
main koi app ka nic card nahi bana rahee ... hoonh**
IZGAM kiyaa cheez hoti hai BiBi :halo :???
yeh exam ki 3rd form hay ...: D
*doosroN kee aqal agar ba'nd hai tau meraa kiyaa qusoor *
aksriyat ghalat nahi muhtram .. apne tasheeh fermaya chai
P_G
42
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
**
**
mashoor loogoon ki qamyabi un kay karnamay say pehlay he samjhe jatee hay * falsafa*
AQ
43
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
main sirf hashiya-e-kalaam per tanqeed karooN gaa ..*snootaa*
**
Problem_girl nay Raag bhervi maiN Raag Malhaar alaapaa:
main koi app ka nic card nahi bana rahee ... hoonh**
BaRi aadmi bunn kar tum naY yehi kaam karnaa hai, abhi saY saheeh aadat daal lo naraz
yeh exam ki 3rd form hay ...: D
yeh kiyaa faarsi kaa word thaa?
aksriyat ghalat nahi muhtram .. apne tasheeh fermaya *chai*
yeh tau Musharrifana kalimaat thaY masha Allah aap bhee enlightened moderate ho gayeeN : D
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
Lou jee kar lou gal
hunh tay saanu Falsa-Fay
wich vi Pee-Etch-Dee karna paey ga 
:Pagri:
P_G
45
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
main sirf fehrast ka tajziya keroon gee *snooty*
*Anwaar qureshi nay kuch bhi nahi fermaya ainveen bongee ka muzahira dikhaya *
Problem_girl nay Raag bhervi maiN Raag Malhaar alaapaa:
main ghair qanoone kaam nahi kertee
BaRi aadmi bunn kar tum naY yehi kaam karnaa hai, abhi saY saheeh aadat daal lo *naraz*
bara admi bara ban ker koi kaam nahi kerta.. lakin app yeh kaysay jano gay chotay log * snooty *
AQ
46
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
main sirf mozu-e-kalaam par behs-o-guft--o-shuneed farmaaouN gaa *snooty*
Problem_girl naY sirf flooding kee khatir idhar udhar kee haaNki bulkaY aaYeN baaYeN shaaYeN farmaai:
Besides the point, a 5 K is completed...
Mubarak ho :halo :
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
mubarak ho pg
P_G
48
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
main kuch bhi nahi fermaoon gee naraz
**
outside the point thanx : D
aisha in dubai > thanx again jee : )
AQ
49
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
outside the point thanx : D
inside the point :aq :
you are welcome :naraz :
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
congtrts PG bechi :)…itny saqeel urdu perhne k baad sirf congrats likhne ki himmet hi reh gaye hai:bummer:
P_G
51
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
upside the point smilestar mention not blush
berhe bee > shukriya ....yeh sub say asan urdu hay abhi app nay mantoo ka drama nahi perha inter main naraz
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
Is pur musarat mauqay par Problem wali larki ko Eyd Mubarak.
Krypton
53
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
congratz:)
BulBuli
54
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
Mubarak :)
P_G
55
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
sister_J > app ko bhi shaadi mubarak : P
lifeless& bulbuli > thanx : )
_ahn
56
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
na PG kehdoo, wesai bhi to tumhai meri puch per pair rakhnay mai barha mazaa aata hai 
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
Khair Mubarak.
Allah aap ko bhi is khushi nay nawazay.:halo:
P_G
58
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
^ ameen * blush*
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
^summa Aameen chai
P_G
60
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
^ baygaanay ki shaadi main Pk deewana * chai*