~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl *amamah*

: yahoo:

:bb :

: bday: : party:

:balley ::balley :

Aaj raat hamaari aap kee, jaani pehchaani Mushkil Tareen balkaY waajib-ul-miskeen khaatoon-e-khaas al ma’aroof naak naqshaa zer-e-ta’meer goyaa pardah nasheen :stuck_out_tongue: cafe` kaY liYe Rooh parwar aur meraY liYe jaaN gudaaz teary meri urdu maiN lambaY lambaY keeRay nikaalni waali smilestar flooder 5 Kilo ** naheeN unn kaa wazan naheeN baRh rahaa naraz woh 5 K post mukammal karnaY jaa rahi haiN jhanda

Congratz :smiley:

PS: yeh saari smilies unn ko khiraaj-e-aqeedat kaY taur par aisee ho gaYee haiN hahaha…

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

  • mubarak tumhain *
  • khushi ka yeh samaaN *

Problem Baji * pakistan ka jhanda *

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

mer kiyaal hai woh mushkil tareen aur saqeel urdu alfaaz bayaan kerne wali khatoon aur koii nahi problem girl ke naam se jani jaati hain
unhoon ne urdu ki degree AQ se hi to li hai

urdu mein
Problem larki aap ko bohat bohat mubarak ho
allah aap ko aur post mukammal kerne ki hadayat de ameen
meri urdu b hi aap ke saath reh reh ker sudhar jaye gi
atti rahein aur post likhti rahein
MUBARAK HO AAP KO:flower1: :bb: :bb:

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

UZ Baji aap ko bhi advance mubarak hoo
kabhi na kabhi tu aap bhi paanch hazari ho jaieN gi

  • Pakistan ka jhanda *

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

Chalay phir mai bhi mubarak keh hi daita hoo
Uncle Stalker ki Problem Baji Aap ko mubarak hoo
:bday:bally:bhangra:Gulab ka phool
*phir na kehna mai nai nahi kaha.

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

unkil ji abhi to bohat door hai woh din kitne saal lagein gay pata nahi :o haan tab tak aap ke zer--e-asar urdu bohat achi ho jaye gi aur mazaaq kerna bhi aa jaye gaa
AQ........aap apni post ke saath feroz-ul-lyghaat ka link zaroor diya kerein hamein parhne mein asani ho gi
CB.........kidhar hooooo

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

:eek: Uncle Stalker ki Problem Baji Aap ko

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

Mubarak ho P^G Baji :bb :
:flower :

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

SaqeeL Maheelaa :teary1 :

meri bisti kharaab naheeN karwaao :bb : please, aa jaao crying

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

congratz PG…:hugz:
AQ…aap thoree aasaan urdu naheen bol saktay…:smilestar:…hum loogoon nay urdu main PHD naheen kee huee…:barbie:

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

**Maheelaa,**hindi ka lafz urdu ke ustaad ke pass:konfused:

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

iss duur ghaTnaa saY bachanY kaa koi UpaaeY bataaiye mahaaraaj bummer!!!!

yeh kaThan kaniyaa tau post hee naheeN kar rahi... bahut anniyaae hai dharti par... halo

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

kiya hindi dramaas ka asar ho gaya hia:eek:

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

problem girl to weekend per enjoo ker rahi ho gi :) leet her enjoy:)

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

Congratz P^G.....ALLAH Aap ki mushkiloon ko Aasan farma'ey ( Ameen )

Jharro ka Tinka

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

:yahoo:..finally PK not using my font…:balley:..
mujhay isi ka intezaar tha…:cb:

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

Kiya kaha ..zara Phir say Kahna balley

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

:smilestar:..u cheat…:naraz:

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

**Tum nay mujhay cheater kaha…bhaaaaaaaaaa bhaaaaaaaaaaaa karkay roing

Btw Main cheater lagta hoion kiya ? bummer
**

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

**

**
**roo lain jitna roona hai…mee not chup karaaing..:barbie:

**
hai allah:hayaa:..itna kuch kernay k baad bhi yey sawaal pooch rahay hain…:smilestar: