Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
Okay P^K khud hee chup hoing
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
Okay P^K khud hee chup hoing
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
**
**
..i knew aap sirf nakhray ker rahay thay…kaan main kahing.…kyon k main bhi yahaan nakhray kertee hoon..magar mujhay koe na koe chup kata he layta hai…![]()
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
Main tou rota hee naheen hoon …Main tou mazaq kar raha tha wink
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
**
**
jhoott bolay kawwa kaatey:smilestar:
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
ab PK say baaqi k larai kul hogee…abhi test k lieye parhna hai…![]()
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
Ok i will bring my auzar e jung tomorrow to fight with u jao jaa kar parrho nalaiq
I’m busy with khumar now blush
Do Not Disturb
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
lol
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
**will wait for tomorrow…let’s see wht u bring..magar thora jaldi aa jayega..maindaan-e-jung main i don wanna wait…![]()
parh liya hai…ab have to get ready for college…phir will have to write the test:crying:
**
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
Mubarakaan pg ![]()
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
*Anwaar qureshi nay farmaya *
*****The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl *amamah ******
mujhay 5 min 2 sec 1 micro sec or 2 milli sec lagay is title ko samjhnay main ..smilestar or yeh =======>amamah kon se smiley hay naraz
Aaj raat hamaari aap kee, jaani pehchaani Mushkil Tareen balkaY waajib-ul-miskeen khaatoon-e-khaas al ma'aroof naak naqshaa zer-e-ta'meer goyaa pardah nasheen :P cafe` kaY liYe Rooh parwar aur meraY liYe jaaN gudaaz teary meri urdu maiN lambaY lambaY keeRay nikaalni waali smilestar flooder 5 Kilo ** naheeN unn kaa wazan naheeN baRh rahaa naraz woh 5 K post mukammal karnaY jaa rahi haiN *jhanda*
Congratz :-D
faint
app ki nazr-e-karam kub say hamaree baaain (left) janib rehnay lagee : P ....mazaydar bat yeh kay yeh mere ley bhi inkishaf hay kay main aisa karanama injam daynay wale hoon : D
bakee jin hafroof ko mainy KALAEE syahee say ubhaara hay in istyraat ko sirf kalaam main dilnasheenee kay ley istimaal kia hay ya waqyee main in khoobioon ki malik hoon jo mujh per aj tuk makhfee raheen : P
***PS: yeh saari smilies unn ko khiraaj-e-aqeedat kaY taur par aisee ho gaYee haiN hahaha....*
ha ha ha ha lolzzzzz yeh sub say behtreen cheez hay app ki post main :Flower1:
*SaqeeL Maheelaa :teary1 : *
main problem girl hoon meele rome shaqeela nahi smilestar
meri bisti kharaab naheeN karwaao :bb : please, aa jaao
muhtram main is mulk ki nojwan nasal ki us groh say taluq rakhtee hoon jo zayr-e-taleem hain or subaah uth ker apnay mulk or waldain ka nam roshan kernay kay ley taleem ka sarmya hasil kernay jatay hain ....or sirf friday kay din faraght hasil hote hay...is ley main app ki is NIDa per barwaqt hazree nahi day sakeee : D
ps >app ko mubarak ho kay mujh jayse mustaqbil ki azeem namoor mashoor hasti kay baray main thread open kernay ka app ko moqa mila ..shukranay kay nafil zaroor ada kejeyyee ga : D
**
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
mubarak ho
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
lolzz uncle habibi shukran kaseeran ..saudiarab ka jhanda : P
thanx jee..bakee urdu to shaiid sudhar jaye lakin mere sath reh kay app na kaheen biger jain : D …
khair mubarak tum ko bhi ..halnkay kay abhi 40 posts baqee hain :blush*
thanx : )
lolzzz suma ameen ..is tinkay ki zehmat kion khamkha app ka jharoo kharab ho gya ho ga : P
ok bhai jee nahi kehtee : P
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
oye hoye maheen jee here ..shukran rafeqan ..kaifa haluka wa zaojuka (husband) ?
thanx .. : )
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
Problem girl naY jawab maiN Farmyaa:
mujhay 5 min 2 sec 1 micro sec or 2 milli sec lagay is title ko samjhnay main ..smilestar or yeh =======>amamah kon se smiley hay naraz
itni der lagaa dee naamaaqool : naraz:
amamah bhee aik smile hai, kabhi use karnaa, sawaab millaY gaa :P
faint
app ki nazr-e-karam kub say hamaree baaain (left) janib rehnay lagee : P ....mazaydar bat yeh kay yeh mere ley bhi inkishaf hay kay main aisa karanama **injam **daynay wale hoon : D
pehlaY tau apni urdu kaY tallaffuz ko theek karo, lafz Injam koi lafz naheeN hai.. Anjaam hotaa hai :smilestar :
bakee jin hafroof ko mainy KALAEE syahee say ubhaara hay in istyraat ko sirf kalaam main dilnasheenee kay ley istimaal kia hay ya waqyee main in khoobioon ki malik hoon jo mujh per aj tuk makhfee raheen : P
**NaheeN.. maiN tau sirf Tajaahul-e-A'arifana saY kaam laY rahaa thaa warna meri majaal kaY maiN aap kaY baaraY maiN yeh subb jhooT kahooN :rolleyes :
ha ha ha ha lolzzzzz yeh sub say behtreen cheez hay app ki post main :Flower1:
maiN hamesha hee behtreen cheezaiN post kartaa hooN smooth
main problem girl hoon meele rome shaqeela nahi smilestar
same difference!!!
muhtram main is mulk ki nojwan nasal ki us groh say taluq rakhtee hoon jo zayr-e-taleem hain or subaah uth ker apnay mulk or waldain ka nam roshan kernay kay ley taleem ka sarmya hasil kernay jatay hain ....or sirf friday kay din faraght hasil hote hay...is ley main app ki is NIDa per barwaqt hazree nahi day sakeee : D
**sharam karo... Home work karnaY kaY waqt jawaab denaY aa gayeeN :P
***ps >app ko mubarak ho kay mujh jayse mustaqbil ki azeem namoor mashoor hasti kay baray main thread open kernay ka app ko moqa mila ..shukranay kay nafil zaroor ada kejeyyee ga : D
*
jee haaN, museebat TaL jaanaY kaa shukraanaa : D
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
main sirf cheeda cheeda batoon ka jawab doon ge after all i m namoor hastee
Anwaar qureshee nay bay sura sa baja bajaya
*main pehlaY tau apni urdu kaY tallaffuz ko theek karo, lafz Injam koi lafz naheeN hai.. **
mujhay maloom tha ..yeh to app ka Izgam masqood tha sirf snooty
*NaheeN.. maiN tau sirf Tajaahul-e-A'arifana saY kaam laY rahaa thaa warna meri majaal kaY maiN aap kaY baaraY maiN yeh subb jhooT kahooN :rolleyes *
app ko sherum say chloo bher pani main swiming kernee chaeye apna kam khud kernay kay bajaye ARIFA say karatay hain smilestar
maiN hamesha hee behtreen cheezaiN post kartaa hooN
yeh or baat hay dosroon ko nahi lagtee : D
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
main sirf peYcheeda peYcheeda batoon ka jawab doon gaa after all i am Legendary hastee
Problem_girl naY Taan seN ko qabar saY uThaayaa:
Anwaar qureshee nay bay sura sa baja bajaya
PhelaY tau meraa naam sahih likho, it's Qureshi :rolleyes :
mujhay maloom tha ..yeh to app ka Izgam masqood tha sirf *snooty*
IZGAM kiyaa cheez hoti hai BiBi :halo :???
app ko sherum say chloo bher pani main swiming kernee chaeye apna kam khud kernay kay bajaye ARIFA say karatay hain *smilestar*
pehlaY SHERUM kee hijjaY bataao... likhaa iss tarah hai jaisaY hijjaY halaq maiN phans rahi ho... Sheen, Yeh, RaY, Wow, Meem
doosraY, Bibi: ghaur saY paRho, maiN kissi ARIFA ko takleef naheeN daY rahaa, daY rahaa hooN tau woh ARIFANA hai : D
yeh or baat hay dosroon ko nahi lagtee : D
doosroN kee aqal agar ba'nd hai tau meraa kiyaa qusoor ;-)
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
I think sahih spelling Irfana hoti hay ![]()
Arifana nahi
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
Tajaahul-e-Irfana :hehe :
araam saY bolaiN unkil.. yahaaN kou Irfana naY sunn liyaa tau blush
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
tu hum bhi blush dain gay ![]()
aur phirrr BurrrrRRRRpppppp isqueeze me kar kay bhaag jaien gay ![]()
Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
Oay
mainu vi UR-DOO vich Pee-Etch-Dee di degree chaidi ay ![]()
![]()
PEE-JEE:
hali vi tuwadday 33 number baqi ney - chaitee chaitee 5K pooray karoo ![]()
:Pagri: