~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl *amamah*

Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah

main sirf peYcheeda peYcheeda batoon ka jawab doon gaa after all i am Legendary hastee

Problem_girl naY Taan seN ko qabar saY uThaayaa:

Anwaar qureshee nay bay sura sa baja bajaya

PhelaY tau meraa naam sahih likho, it's Qureshi :rolleyes :

mujhay maloom tha ..yeh to app ka Izgam masqood tha sirf *snooty*
IZGAM kiyaa cheez hoti hai BiBi :halo :???

app ko sherum say chloo bher pani main swiming kernee chaeye apna kam khud kernay kay bajaye ARIFA say karatay hain *smilestar*
pehlaY SHERUM kee hijjaY bataao... likhaa iss tarah hai jaisaY hijjaY halaq maiN phans rahi ho... Sheen, Yeh, RaY, Wow, Meem

doosraY, Bibi: ghaur saY paRho, maiN kissi ARIFA ko takleef naheeN daY rahaa, daY rahaa hooN tau woh ARIFANA hai : D

yeh or baat hay dosroon ko nahi lagtee : D
doosroN kee aqal agar ba'nd hai tau meraa kiyaa qusoor ;-)