Re: ~!~The Problematic 5K GaaF eiyyyy R Laam = Girl amamah
main sirf cheeda cheeda batoon ka jawab doon ge after all i m namoor hastee
Anwaar qureshee nay bay sura sa baja bajaya
*main pehlaY tau apni urdu kaY tallaffuz ko theek karo, lafz Injam koi lafz naheeN hai.. **
mujhay maloom tha ..yeh to app ka Izgam masqood tha sirf snooty
*NaheeN.. maiN tau sirf Tajaahul-e-A'arifana saY kaam laY rahaa thaa warna meri majaal kaY maiN aap kaY baaraY maiN yeh subb jhooT kahooN :rolleyes *
app ko sherum say chloo bher pani main swiming kernee chaeye apna kam khud kernay kay bajaye ARIFA say karatay hain smilestar
maiN hamesha hee behtreen cheezaiN post kartaa hooN
yeh or baat hay dosroon ko nahi lagtee : D