Right, Religion ke nam per chalna, khana aur uthna bethna bhi aik tareeqy se hu kehna insani zindagi insan ki nahi robot ki lagti hai. Aik Allah/God Bhgwa zaroor hai per agar mera dil os ko mododi, Norani ya Mufti ke style main daikhny ko nahi kerta tu main kaisey aur kiya keron
once I have said to an IRANIAN lady ( Irani and Afghani tu ham se ziada pakkey Muslim hain na:D)ke I have blind faith in Allah woh chamak ker boli Sister there is no such thing as Blind Faith:hehe: I just said that’s your way of seeing God I have my own way:) yaqeen kero after that meeting os ka sans phhol giya tha aur os ne ghat ghat pani piya baher nikal ker jab ke main sirf muskura rahi thi itminan o aram ke sath:hehe: