Yahaan kisi ko bhi kuch hasb-e-aarzoo na mila
Kisi ko hum a milay aur hum ko tu na mila
"Alif"
Yahaan kisi ko bhi kuch hasb-e-aarzoo na mila
Kisi ko hum a milay aur hum ko tu na mila
"Alif"
is door mein ehsaas i wafa dhondhne waloo
sehra mein kahan milte hain dewaroon ke sayee
yaad aate hai to phir tote ke yaad aate hai
koi guzare hoee manzel koi bohla hoaa dost
'te'
**
Teri Yaadoon ke Chiraagoon ko jala kar roye
Eid ke din bhi galay sab ko laga kar roye **
yahee fiza thee,yahee rutt,yahee zamana thaa
yaheen se hum ne piyar ke ebdada ke thee
'ye'
sorry guys:)
Yoon tumari yaad se aksar hhowe hum kanaar,
yaad karte karte tujko dil nadaal ho gaya,
aag si lagthi gayi ooski nigahe naaz se,
shama koi sholaroo kil ke ghoolal ho gaya.
ayy dost ! lab kushai ka muka na day mujhay
afsana meray dil ka bara dard nam hai
yahee thee tumhe hum se becharn jane ke jaldee
khabhi milna tumhare masle ka hal nikalein gay
abhi chupke se hijar mein lamha aae gay aur phir
tum apne rah chal do gay aur hum apna rasta ley gay
"ye"
ye jannaT mubaarak rahay zaahidoN ko
ke maiN aap ka saamanaa chahtaa huuN
koi dam ka mehmaaN huuN aey ahaL-e-mahfiL
chiraaG-e-sehaR huuN, bujha chahtaa huuN
Noon
Na jaanay kab maseehai karay woh
Abhi us chashm ko katil na likhna
Bahut mumkin hai kuch de kar chala jaye
Jo dastak day ussay 'Saail' na likhna
"Alif"
ab in dukhoon se bhi karna pare ga mujhe piyar
ke de gaya hai koi dukh nesaneoon ke trha
ajeeb baat hai ke hamare he ab-beete ab
sunaee jate hai hum ko kahanion ke trha
Aaj bhi hai mere qadmoon ke nishaan awaara
Teri galeyoon mein bhataktay thay jahaan awaara
Tujh se kya bichray tu yeh hogaee apni haalat
Jaise ho jaaye hawaoon mein dhuwaan awaara
"Alif"
ab is qese se faida kia ke kon ketna wafaa-nageer thaa
jab us ke mehfel se aa gayae aur saree batein he bohl ae
'ye'
Yaadon ka ik jhonka aaya hum se milne barsoo baad
Pehle itna rooye nahee phir jitna roye barsoo baad
"D" or "Daal"
darwaza kohla rakha hai koi lout aae
aur us ke liy woh bhi jo kabhi aia na gaya ho
"waoo'
Wafa jin se ki bewafa hogaye
Woh waday muhabbat ke kya hogaye
Jo kehtay thay hum ko sada hain tumharay
Zamaanay mein sab se jinhein hum thay pyaray
Wohi aaj hum se juda hogaye
Woh waday muhabbat ke kya hogaye
"Ye"
**
"ye"
"ye" :D :D **
Yeh dil tum bin kaheen lagta nahee hum kya karain
Tassavvur mein koi basta nahee hum kya karain
"Noon"
neend is souch se tote aksar
kis trha kat-tee hain ratein us ke
dorr reh ker bhi sada rehtee hain
mujhe ko tahme hoea bahein us ke
"ye"
Tumhen hum kabhie bhi bhula na saken ge
Mohabbat kabhie bhi bata na saken ge
yeh