tariq and anwaar

Re: tariq and anwaar

thread ka title par kar muje laga dono ki mangni ho gayi hai aapis main ya shaadi waadi.

anyhow very hi nice tay changi thread, with lots of potential :D

Re: tariq and anwaar

Aaadaab !

Re: tariq and anwaar

wah wah aliyish

thanks,

Regards,
Ramzan Khan

Re: tariq and anwaar


3 meter maiN suit bun jaataa hai mera :)

Re: tariq and anwaar

^^ or tariq bahi tu roomaal kay kapray say hee kaam chala layytay hain !

Re: tariq and anwaar

^^ Jee, khalee aankhoN per roomal rakh layta hooN

Re: tariq and anwaar

Oye Behooda Shalwar Nicker, sharam nahi aatee buzrg aadmee say mazaaq kartay hoo'yay. Anwaar Sahab ka kuch to ehteraam karo

Re: tariq and anwaar

Baraah-e-Mehrbaani, Fuhhshh Guftugu saY parhaiz aur ijtenaab farmaaiye ..

Thanks,
and Allah Hafiz

Re: tariq and anwaar

^^ na bee raktay tu oorroon nay waysay hee blind ho jana tah :0

Re: tariq and anwaar

lol kerti to hoon :smiley: …per unhi ke bhasha may :smiley:

cant u see :smilestar:

Re: tariq and anwaar

^^ Never mind Zobia, AQ is just jealous that you are not his chamchi, instead, student of his arch rival

He just pretends to be in good terms with fraudia. Warna bus chalay to kachcha chabaa lay, us ko

Re: tariq and anwaar

Phaphaa KuTna, Bee Jamaalo insaan.

Re: tariq and anwaar

Khochay ki bacchi..

jab miltay thay kehtay thay aaadaab aadaab
aaj daab diya toh burra man gaye

Re: tariq and anwaar

lol u must be thnx god, werna agg chamchoo ke daig bun rahi hoti :cb:

p.s. nah! i m not gonna give vote to ny one, instead i gonna show patriotism to pakistan n gonna stand ma self> takay in k vote kat sakaoon :smiley:

Re: tariq and anwaar

lol

Re: tariq and anwaar

Jee HaaN, Insaan waqaee bara Phaphaa Kutna aur bee jamaalo hota hai.

Bunday ko to aap pehlay hee Shaitaan gardaan chukay haiN

Shukar hai, main to buch giyaa

Re: tariq and anwaar

laikin "min al jinnate wannaas" maiN shaitaan kaa insaanoN maiN saY honaY kaa bhee tau zik'r hai naa? zaroori tau naheeN kaY shaitaan jinnaat maiN saY ho.. waisaY agar tum jinn ho tau angooThi waalaY ho, charaagh waalaY yaa Tarbooz waalay? yaa mooch kaY baal waalaY?

Re: tariq and anwaar

chup rahnay may he samjhdari hey

Re: tariq and anwaar

Insaanyat kee baat to itnee hay shaikh jee
bad-qismatee se aap bhee insaan ban gaye

Re: tariq and anwaar

^^ Wah Wah, mar-behayaa mar-behayaa