tariq and anwaar

lagta hai kal itna bol-nay kay baad aaj kuch bol-nay kay liye baccha naheen :slight_smile:
baycharay subah say chup bethay hain.

Re: tariq and anwaar

Tumhara saath kee gay'ee guftugoo maiN Gheebat, Fahashi, Buhtaan, Jhoot, Mukr, Faraib, Khud-numaae aur bad-mizaajee ka itna samnaa karna parta hai kay Alaman wal Hafeez.

Socha, Ramzan shroo honay wala hai, waisay bhi tum band ho jaa'oo gay jail maiN, kyun na aaj say practice shruu karlooN, chup rehnay kee

Re: tariq and anwaar

ho sakta hai k un dono ko chup karaa diya gaya ho

Re: tariq and anwaar

maiN tau Joke aur Poetry maiN bol bol kar thak gayaa hooN :bummer:

Re: tariq and anwaar

thats quite possible under this adhocracy

Re: tariq and anwaar

bol bol ke tahk ge heyn toh ab lekhanh start kerh deyn :p

Re: tariq and anwaar

Dekha aap nay Anwaar sahab, topic based on you and me is so useless that it has been moved to CAFE from GENERAL while Bin Laden and Musharraf are still being discussed there.

I already jumped in the well, yesterday. Aaj aap kood jaa'ain kuNwaay MaiN

Fraudia, tumharay lee'yay chulloo bhar panee hee kafee hai

Re: tariq and anwaar

meraY naina
teray nainoN saY
dheeraY dheeraY dheeraY
haaaaaaN
dheeraY dheeraY dheeraY
baataiN kartaY haiN :lifey:

abb theek hai, tariq bhai?

Re: tariq and anwaar

please jigga...if it aint zamam I aint doob marring in nuthin yo!!!!

Re: tariq and anwaar

Hi shoby :shoaby:

kaisaY ho???
kiouN ho? :vivo:

Re: tariq and anwaar

bhabhi ji, aap zara 'unn' say kahein keh woh meray PM ka jawab daen :)

Re: tariq and anwaar

no gali galoch please…

Re: tariq and anwaar

:rotfl:

:mudhosh:

Re: tariq and anwaar

app khud hee uss ko call kiouN naheeN kar laitaY???

aaj kal manzar saY ghaayab hai :vivo:

Re: tariq and anwaar

uss ko PM bheja tha mein any aik cryptic sa, then he wanted proof that I know what I am saying I know and I shared details, uss kay baad say bhaga hua hai :smiley:

Re: tariq and anwaar

:rotfl: :omg:

Re: tariq and anwaar

kia Tariq aur Anwaar kay baaray mein baatein ho rahi hain :chai:

Re: tariq and anwaar

in donon ki gunah gaar zindagi ka tazkira na karein…mujhe in kay kirdaar par shak hai.

Re: tariq and anwaar

naheeN.. Fraudia kaY bhai kaY baaraY maiN... woh bhai phero maiN ru-posh ho gaya hai...

Re: tariq and anwaar

Must be the first time Fraudz post has been moved to cafe. :)