Re: Target Killings in Karachi Stopped Suddenly
To bhai Don ka peecha chrho na, us ki har baat ko wahi to na samjho aor us ko defend na karo. Lagta hay Aqal Barhi ke Bhains bharhi, dil ko lagi hay. Har baat main chonch larhana band karo phir tumhain kuch nahin sunnana parhaga. aor haan khaali pet ki waja say gases demagh par charh jaati hain oar aadmi ol fol baknay lagta hay. Ja baccha ja kar khana kha.![]()