Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

Bana Gulab To Kante Chuba Gaya Ek Shaks
Hua Chirag To Ghar Hi Jala Gaya Ek Shaks
Tamam Rang Mere Aur Sare Khwaab Mere
Fasane The Ke Fasana Bana Gaya Ek Shaks
Mein Kis Hawa Mein Uron Kis Fiza Mein Lehraon
Dukhon Ke Jaal Har Su Bhicha Gaya Ek Shaks
Mohabbaton Ne Kissi Ki Bhula RakhaTha Isse
Mille Who Zakham Ke Phir Yaad Agaya Ek Shaks
Khula Yeh Raaz Ke Aaina Khana Hai Duniya
Aur Is Mein Mujhe Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

Re: Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

Khula Yeh Raaz Ke Aaina Khana Hai Duniya
Aur Is Mein Mujhe Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

:clap: :clap:

Re: Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

Khula Yeh Raaz Ke Aaina Khana Hai Duniya
Aur Is Mein Mujhe Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

Aina Khana = Big Boss ka ghar

Re: Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

thaliyan mere liye hain na :blush:

Re: Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

you watch big boss ? :eek:

Re: Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

sab Pakistani channel band hain siwae news channels ke.. to kia dekhen

Re: Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

:eek: pakistan mai pakistani channel band ho gaye ? aur baqi dunya pakistani channel dekh rahi hai ? :konfused:

Re: Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

http://www.paklinks.com/gs/showthread.php?p=9271093#post9271093

Re: Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

read it :(
thts bad...chalain uploaded programs watch ekr lain :D

Re: Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

youtube bhi ban hai

Re: Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

other places upload stuff too..wahan se watch

Re: Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

These channels have stopped telecasting new episodes. I want to watch 'Quddusi saheb ke bewah'

Re: Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

chalain tis time for ppl to be productive in the time they used for watching stuff :D

Re: Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

Mein Kis Hawa Mein Uron Kis Fiza Mein Lehraon
Dukhon Ke Jaal Har Su Bhicha Gaya Ek Shaks

:k:

Re: Tamasha Bana Gaya Ek Shaks.

Nice 1