Re: talk in song
ohhhhhh… nayceeee…
http://www.youtube.com/watch?v=KmC916LO_9Q
Ayy Kaanton daman chodh do…beautiful line
Re: talk in song
ohhhhhh… nayceeee…
http://www.youtube.com/watch?v=KmC916LO_9Q
Ayy Kaanton daman chodh do…beautiful line
Re: talk in song
chup kar kay :p jaao cousin and bring some somsays with dhood phatti tea , go on will ya :p
Re: talk in song
pehlay ye batao mere hissay ki ras malai kahan hai :ASA:
Re: talk in song
**pehlay ye batao mere hissay ki ras malai kahan hai **
chori chupay logon kay blogs parna bohat buri baat hai :):ASA:
etiquette be kohi chez hotay hain :;p Naam dooba'doo tum humaray itnAy aaalaa khanda kaa !
Re: talk in song
oyee this duniya and mehfil meray bohat kaam ki hai :)
abe tu mein nay kuch be nahee kiaa life mein Bangkok be naii daika :(
Re: talk in song
jee nahi …tumhai patha hai mujhey ras malai pasand hai…iss liya tho banai thi ras malai…ab logoon key samney banaiye nahi…![]()
Re: talk in song
![]()
sheyn .. howz u ? how waz Eid ?
another one
tum jo keh dou tu chaan taroon ko torr laon ga main
in huwwaoon , in fazaoon ko morr laon ga main
Eid mubarak ![]()
Re: talk in song
heyy Irooo.......Eid was as alwayz...:)
Khair mubarak....how was your day....
Re: talk in song
2morrow InshAllah . will be Eid
another one
keh diya you are my sonia :D
Re: talk in song
bana’eee wOo’no ee Nahi , wo qureshi shaab la’ay thay last week , unhoon nay quran kahtam kia tah , subah time nahe tah tu wohe kah kay chala gaya !
or ek he kahee thee ! tumharii tarhaa 1 kg ki kaah gaya tah poori !
Re: talk in song
Chaahe Jo Tumhe Poore Dil Se
Milta Hai Woh Mushkil Se
Aisa Jo Koi Kahin Hai
Bas Vahi Sabse Hasin Hai
Us Haath Ko Tum Thaam Lo
Woh Meherbaan Kal Ho Na Ho
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho
Re: talk in song
Sighhhhhhhhh !
chah'ain gaY tu kohi humhain mil hi ja'ay gaa
par ab us ki tarhaa , kon humhain cha'aay gaa !
me sings
ek pyar ka Nagma hai
mojooon ki kahani hai
zindagii or kuch bee nahi
tayre mayree kahani hai
Re: talk in song
Chaahe Jo Tumhe Poore Dil Se Milta Hai Woh Mushkil Se Aisa Jo Koi Kahin Hai Bas Vahi Sabse Hasin Hai Us Haath Ko Tum Thaam Lo Woh Meherbaan Kal Ho Na Ho Har Pal Yahan Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama Kal Ho Na Ho
**ye baat tum ne jo kahi hai...
laakh baatoN se haseen hai...
iss baat ko tum maan lo...
uss mehroban ka haath thaam lo...
aur jee bhar geo... :)**
Re: talk in song
Zindagi Ki Yehi Reet Hai
Haar Ke Baad Hi Jeet Hai
***Thode Aansu Hai, Thodi Hasi
Aaj Gham Hai To Kal Hai Khushi
Zindagi Ki Yehi Reet Hai
Haar Ke Baad Hi Jeet Hai
Re: talk in song
*zindagi ki na tooty laRi
pyar kar lay ghaRi tu ghaRi... *
Re: talk in song
:halo:
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan
***Woh Pagli Hai Sab Se Juda ***
Har Pal Nayi Uski Ada
Phool Barse Log Tarse Jaaye Woh Ladki Jahan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan
Re: talk in song
**Jisse dhoondta hoon main har kahin
Jo kabhi mili mujhe hai nahin
Mujhe jiske pyaar par ho yakeen
Woh ladki hai kahan
Maan lo agar main yeh kahoon
Ke mere khwaabon mein tum hi to ho
Jaan lo, mera armaan hai
Ke mere saath hi ab tum raho**
Re: talk in song
Yo yo yo dushi
aap sey mil kar hui mujhe bari khushi
ab aapki baari hai rap song kahney ki
warna aap tayyari karein maar khaaney ki
![]()
sorry dushi jee, rhyme karney k liye yeh kahna zaroori tha :rotato:
Re: talk in song
**oye shikry oye shikry...
tery pyar maiN hian hum bikhray...
tara rum pam ..tara rum pam
tara rum pam ... rum pam ray... **
Re: talk in song
*shikra bhai, *
aisee kee teisee, baree behan kee maar pitaee??
*arey wah, mey aisey kaisey geet suna doon, *
aur rap tow meiree semhj mey hee nahee ata ![]()
i am more into moseeki of geet and gazals. :>
Dushwari