Taking it slow

Re: Taking it slow

lolz. ab to, maiN us daur-e-be_iKhtiyaarii se guzar chukaa huN…:slight_smile: ab to intizaar hai:
**
aaj unse pahli mulaaqaat hogii
phir aamne saamne baat hogii
phir hogaa kia, kia pataa, kia Khabar!

aaj un se pahlii mulaaqaat hogii! :)**

lafz-e-‘AAJ’ ko ‘January 5’ se mutaabaadil kar deN! :smiley: