Afat
April 19, 2010, 1:19pm
1
Maroof shakhsiyat key baray meen dilchasp tabsaray …
Nawaz Shareef
Nawaz Shareef baray Payee key siyasatdan heyn …
Halankey chootey Payee ziada mehengay hootey heyn.
**Moulana Fazal ur Rehman **
Moulana ka Siyasat meen wohi maqam hey , jo BiBi Musarat Shaheen ka Filmoon meen .
aap bhi mashoor shakhsiyat per tabsara kereen…
per shaista our dilchasp hoona chahiyee…
Re: Tabsraray
Salaamz afat jinaab Mabadowlat ko apkee post bohath pasand aye hain… :cobra:
Re: Tabsraray
mabadowlat ap ho faris bhai
Re: Tabsraray
Be-Shuk!
mabadowlat hum hain… humara farmaan kanoon ke baraabar hain… :cobra:
Re: Tabsraray
ZARDARI ka muqam aisay he syasat mein
jaisay meethay golay per makhi…
Re: Tabsraray
Hum ko zardaree ke barabaar kahaa!
Zardaree ko humke barabaar kahaa… yeh naheen hosaktha… Mabadowlath Allah ka bandah hain… America ka naheen
Ba khuda hum wo din naheen dekin ge jis din humko kabee kisee dusree huqoomath ka farmaan manzoor karna paraa… jaisa hum ne kaha… Mabadowlath ka farmmaaan kanoon hain! :cobra:
Re: Tabsraray
apko kis ne zardari kaha faris bhai mainy zardari ko zardari kaha
Re: Tabsraray
Baree merbanee… jee..
mabadowlath hush hain :cobra:
Re: Tabsraray
faris bhai zardaari ap k baraber nahi hai
Afat
April 19, 2010, 1:34pm
18
Re: Tabsraray
hum qadr dani per aap sub kay teh-e-dil say mamnoon heyn...
Re: Tabsraray
:k:
Mabadowlat se tumhe is achee thread ka inaam milaygaa. :cobra:
Yeh lo
Afat
April 19, 2010, 1:36pm
20
Re: Tabsraray
.......... Aik Mashoor Shaira ..........
Naam naheen leyn gay , ............unka Adbi Zouq bohot bulund hey , bohot Umda our aala payee key Ashaar sunatee heyn....
per jub apnay shair sunatee heyn tooooooo.....................sara kacha chataa khul jaata hey.