Tabsraray

Re: Tabsraray

faris bhai kud kha k to na do.....new wali do mainy itna acha tabsara kiya he mera koim inam nhi

Re: Tabsraray

...Aik our Mashoor Adeeba......... jo keh Senator bhi rahee heyn.

Phir bo-wajuh ......naam naheen leyn gay...

Siyasat meen unka ehtram Adab ki wajah say hey , our adam meen naam Siyasat ki wajah say...

Re: Tabsraray

:rotfl: :rotfl:

Re: Tabsraray

naam b to lein na.........aisay hamein kya pata chaly ga

Re: Tabsraray

Mizah takhleeq kernaa aik mushkil kaam hey , ...

waisay Mizah key jitney bhi baray baray namooney heyn.....

wooh sub kay sub bari bari postoon per faiz heyn...

Re: Tabsraray

afat:salam: :waves:

Re: Tabsraray

kehtey heyn ......Aurateen Mizah takhleeq kam kam kartee heyn....

....sach bhi lagtaa hey ....kiyoon key tawan tawan hi koi aurat Mizah nigar nazr aati hey...... Masln........................ Naam yaad naheen aa rahaa....

halankey Aurat key sub say Mazahiyaa Takhleeq Mard Hazraat heyn.....

Re: Tabsraray

Waliaqum salam chooti shehzadi sahiba..

Re: Tabsraray

aafat :aliyish:
shuekr kisi ne toh shehzadi kaha:hinna:

Re: Tabsraray

Saab ko Mabadowlat ke huqum se :shireen: pesh kaya jaye!n :cobra:

Ye lo mazay urao… :shireen:

Re: Tabsraray

yummyyyyyyyyyyy

waisay Mussarat Shaheen ka Siyasat meen wohi maqam hey, jo Maulana sahib ka Filmoon meen hoo sakta hey..

Re: Tabsraray

:rotfl: :rotfl:

Re: Tabsraray

Oye Modz! ne dekh liya to warning mil gai gi :hmmm:

Re: Tabsraray

Aik Zamanay meen Khar sahib , Punjab key gawarner they , mousuf Sher-e-punjab bhi kehlanaa pasand kertey they......phir gawar-nari khatam huwi..

Mousuf ko Kuttay Palney ka bhi bohot shouq hey , our unkay paas baray nayab our shikari qism key Kutty bhi heyn..

us per kissi sahib kaa tabsara thaa..

Jub Sheer , Kutton ki wajah say pehchana jayee , to phir Kuttay bhi sheer hoo jaatey heyn...

Wallah alam basawab.

Re: Tabsraray

:salam: aafat

Re: Tabsraray

wa laiqum salam shehzadi sahiba...

Re: Tabsraray

kaafi dino baad ayee hain aap?

Re: Tabsraray

Awara gard heyn...

aaj is shehr meen
Kal nai shehr meen

Urtay patoon key peechay urata raha
Shouq-e-awargi , shouq-e-awargi.

thankkkkkooooooooo bhai i want chocolate flaver :cobra:

afat… :biggthumb: great…