taaweel-e-ba'eed

Re: taaweel-e-ba’eed

not sure, lekin shaid shair ka ishara is taraf ho sakta hay

RASOOLALLAH :saw2: ki hadees-e-mubarika hay, k namaz esay parho jesay tum ALLAH ko dekh rahay ho, agar tum usay nahi dekh rahay, to wo to dekh hee raha hay.

namaz main khushu’ ka hukum hay, khushu’ esa k jesay hum ALLAH SWT ko dekh rahay hoon, dekhnay k liye nigah chahye, wo nigah na ho to khushu’ nahi, aur uski phir koi qaza nahi.

lekin namaz namaz ki khud ibadat k dor par to qaza hay