are nahiiN baba, tanz nahiiN kiyaa…achaanak aapko is forum meN josh o Kharosh ke saath dekh kar lagaa shaayad **aapkaa rujHaan ab Urdu adab kii taraf baRhaa hai **is liye postings kii haiN…yeh to ek Khush aayind baat hai! 
muzmaHil ho gaye qawaa, “Ghalib!”
wo 'anaasir meN ai’tadaal kahaaN!