taaweel-e-ba'eed

Re: taaweel-e-ba’eed

:smack: Nahi PG, oosee nazam ke do mukhtalif ash’aar ke misray jor diye thay

Aa gaya ain laRaa’i main jab waqt-e-namaz
Qibla roo ho ke zameen bos hui quom-e-hijaaz

ek hee saf main kharay ho gaye mehmood o ayaaz
na koi banda raha, na koi banda nawaaz