taaweel-e-ba'eed

Re: taaweel-e-ba’eed

are nahiiN baba, tanz nahiiN kiyaa…achaanak aapko is forum meN josh o Kharosh ke saath dekh kar lagaa shaayad aapkaa rujHaan ab Urdu adab kii taraf baRhaa hai is liye postings kii haiN…yeh to ek Khush aayind baat hai! :slight_smile:

muzmaHil ho gaye qawaa, “Ghalib!”
wo 'anaasir meN ai’tadaal kahaaN!