Re: taaweel-e-ba’eed
ilmi or FILMI : P
haan lakin is ka jawab to bata diya tha na..yahan new one lana hay
woh rat jis main chand na niklay ..kaale siyaah … i think..jissay amawas ki raat bhi kehtay hain
taaweel e baeed ka mutlub
mushab’bh or mushab’bah bihi main jo wajah-e-tashbeeh paye gayee us main bohat sare taweelat aate hoon
asan lafzoon main