Re: taaweel-e-ba’eed
Shaa’ir ke ek dost thay, Hindu, lekin Urdu ke shaair. Oon ka naam thaa Mehtaab Raye (I am sure it was Roy).
Shair ne oon pe shair likhkha hai, Meh-Taab Raye, teenon lafzon ko ulta likha hai Urdu ke lihaaz se. Meh/Hum Taab/Baat, Raaye/Yaar