Khushi ka ab wo paRa hai qayhat k na phcohoo
dukhooN k Sayh’raa pe MehroomiYon ki Barish hai
kisi ehsas-e-zeYaan se nidhaal ho kar bas
ajab thak’haan mere soch’ain leay phiRteeN hain
paalaT jane ki khawish tu go is dil mein hai
palaT k jaooN bi tu , kahaN ko jaa’ooN mein
Ujaa’aaR chehRa Bhalaa kon phaychaNe ga mera
mere wahshaT se meray Apne bi maa’noos nahii
mein ab is Orr chala hoo jahan se bas Ghar ko palaaT kar looGON k taaBooTh jaya kartay haiN