Suggestions !

Re: Suggestions !

once i was used to access a forum there aik pakistan radio fm 107 k naam se aik banda aya karta tha woh jab ata tha pura forum bas usi k naam se jagmaga jata tha jahan dekho wohi 10 12 threads uskay apnay hotay alag alag forum mei aur har thread mei har banday ko alag alag rep uss pe bhi ban lag gya tha n yahan bhi aik sahab hain unhein dekh kar mujhe wohi sahab yaad aa jatay hain !