Suggest a name for Kayz..

:cb:
yeah.. as he named me “drama queen” and Faffay Kutni to Punjabi Kuri.. :jj:
so hum ne bhi aik MUHIM chalai hay :cb:
is MUHIM ke tehet… suggest a name for KayZ..
jo best name suggest karega, he/she will win…
Yaaaaaaaaaaaaaaayyyyyy :sadiyah: :aisha: :lifey:

**the winner will be decided by Me & Punjabi Kuri **:hugz:

Re: KayZ ka koi name suggest kiya jaaye..

:lifey:

aur usy inaam b diya jaye ga

:@:

ub jaldi sy sub shuroo ho jao :stuck_out_tongue:

Re: KayZ ka koi name suggest kiya jaaye..

:lifey:

:fatee: lagta hay abhi KayZ is sleeping :sleep2:

Re: KayZ ka koi name suggest kiya jaaye..

how about **"miyaaN Jumman"***??? :D*

Re: KayZ ka koi name suggest kiya jaaye..

:omg:

miyan laga ke jaada ijjat dedi… :cb: faffy kutni aur drama queen ke takkar ka laayen!!

Re: KayZ ka koi name suggest kiya jaaye..

dar k chupa hua hy :omg:

Re: KayZ ka koi name suggest kiya jaaye..

^:omg:

Re: KayZ ka koi name suggest kiya jaaye..

:lifey:

kayz yahan ao foran :asa:

Re: KayZ ka koi name suggest kiya jaaye..

kal dekhna :5:

Re: KayZ ka koi name suggest kiya jaaye..

theek hy

waiting for kal :@:

Re: KayZ ka koi name suggest kiya jaaye..

:waves:

Re: Suggest a name for Kayz..

:wave:

Re: Suggest a name for Kayz..

mujhe inaaaam nai chiye :@:

Re: Suggest a name for Kayz..

kia hoa ? maira muqabla aqailay nahi kar sakti ? aor GS ka jo mard tum larkio k sath mila woh b Zanani ho ga :smiley:

Queen_24=Daram Queen
Punjabi Kuri=Faffaty Kutni

baqi k b lagay hatho sun lo

Inspiron=Neem Hakeem
Innocent Smile= Karnani Churail
Emphadiate=Mushkil Spellings
Hareem=Dawana Aunty
Murgi=Ainak wali Murgi
Shazia Arif (Ya allah mujhay himmat day k mein us ka naam sab ko bata saku)
Nightingale=Bulbul
Sayymma=Mrs. Naswar Khan

Baqi b jaisay jaisay yaad ati jain gee, mein bata-ta jao ga. Aor inaam kia ho ga ? mujhay batao shaid mein khud hi koi acha sa naam rakh kar tumhari mushkil asaan kar du.

Re: KayZ ka koi name suggest kiya jaaye..

KKF, karwa lee na apni ? ab chup kar k baith jain :smiley:

Re: Suggest a name for Kayz..

Shazia Raza nae hai, @Shazia_Arif hai
:smilestar:

Re: Suggest a name for Kayz..

theek kar dia, aap nay mairi side par rahna hay. daikh lay aap ko mein nay kuch nahi kaha haalan-k aap ko bhoola nahi tha :smiley:

Re: Suggest a name for Kayz..

you guys can suggest better names if you like ;)

Re: Suggest a name for Kayz..

She is my aapa, i cant leave her alone (waisay woh aik he kafi hain sb k liye) :D

Re: Suggest a name for Kayz..

aap nay izzat karnay ki waja say kuch nahi kaha ho ga, aor mein nay darnay ki waja say kuch nahi kaha. Aor na hi kahu ga :D