Re: SubaH SubaH..
Adaab.. :o
wah raaaaaaaaaaaaaaay WAH!
Re: SubaH SubaH..
Adaab.. :o
wah raaaaaaaaaaaaaaay WAH!
Re: SubaH SubaH..
:k:
Re: SubaH SubaH..
moujoun ka toofan ho ya Tofaan ke moujain
youn bhatKai howoun ko kabhi Kinara nahee milTa..
![]()
Re: SubaH SubaH..
bhaTakna bhi kissi kissi ko aTa hai
kinara tou har kisi ko mil jata hai
adaab
![]()
Re: SubaH SubaH..
mein kis ke hath per apna lahu talash keron
saray city ne pehney hoay hein gloves
Re: SubaH SubaH..
natasha: tumne subah subah Q bicharay logo ka dimaagh kha rahi hoh? woh bhi rozay mein ![]()
Re: SubaH SubaH..
Tashaa Roza-khor hai..:o
Re: SubaH SubaH..
shair kernay se roza nahi toot-ta ![]()
Re: SubaH SubaH..
kissi ka dil zabt kar kay
kabhi aagay chlnay ki ghalati matt karna
peechay reh janay walay zindah nahee rehtay
adaab
Re: SubaH SubaH..
shair KARAA naheen KAHAA jata hai.. ![]()
Re: SubaH SubaH..
![]()
Re: SubaH SubaH..
^^ ye ap kah rahay hein ya kar rahay hein ? ![]()
Re: SubaH SubaH..
aap ko kiya huwa? ![]()
Re: SubaH SubaH..
debt collector ya bailiff ho ga yaqeenan.. :o
Re: SubaH SubaH..
mainey dil kaha hai
jaib nahee
na ho tou
Re: SubaH SubaH..
mokararrr ![]()
Re: SubaH SubaH..
funny shair's
Re: SubaH SubaH..
tubelight kiss ko boaaa… ![]()
Re: SubaH SubaH..
shukriya ![]()
Re: SubaH SubaH..
khatouN ka mousam gaya ![]()