Re: SubaH SubaH..
does anybody else notice adaab being repeated???
![]()
Re: SubaH SubaH..
does anybody else notice adaab being repeated???
![]()
Re: SubaH SubaH..
Pak sir zameen shaad bad ![]()
Kishwar-e-haseen shad bad ![]()
Re: SubaH SubaH..
No
adaaB
![]()
Re: SubaH SubaH..
**issii Pak sir ZameeN ka kamaaL hai
kay kabhi aasmaan zameen say na mil saka **(
)
adaaB
![]()
Re: SubaH SubaH..
shona gs kadam kadam abbadd
Allah rakhey kadam kadam abaaad...adaab?
Re: SubaH SubaH..
kafee SaleekaShaar-o-MAshriki khatoon hain Tasha Jeeeeeeeeeeeeeee, issi liyai Adaab ke takRaar hai.
Adaab
Re: SubaH SubaH..
**
sahiL ki tamaNna karna chouRR di ham nay
q kay tairNa (swim) saleeqay say aTa nahee**
adaaB
![]()
Re: SubaH SubaH..
Jab se meray paisay , le ker bhagi ho tum
ata jata her koi, tum sa lagta hey :love:
Re: SubaH SubaH..
abb itnay bhi badsoorat na huwey ham
errrrr.. aagay nahee aa rahaa ![]()
Re: SubaH SubaH..
buhat bhaTkai hain iss rah mai chalte chalTai
kai is bahar-zulumaat ka koe Kinara nahee.. ![]()
Adaab
Re: SubaH SubaH..
wo chirya si larki, wo jheel si ankhein
wo nanhey se par aur dum per mera pair
adab ![]()
Re: SubaH SubaH..
wah WAH WAH!
mehfil hi loooooooooooot li aap nay :k:
aik aur ho jayee sarkaar :k:
Re: SubaH SubaH..
abb itNai bhi badsoorat naheen hain hum
kai rah mai har habsh, tumhain hamsaa lagai.. :o
Adaab
Re: SubaH SubaH..
ye kehti hein mojein ki tofaaaN se khailo
kahan tak chalo gey kinaray kinaray ...
Re: SubaH SubaH..
q habsh insaan nahee houta
woh bhi khuda ki makhlouQ hai
ae adaam ki aoulaaD itna fakhr na kar
shukr kar tou bhi insaan lagta hai
adaab
![]()
Re: SubaH SubaH..
he could get arrested for that ![]()
Re: SubaH SubaH..
**
arrest hona hi thaa to jail may houtay
kisi kay dil may ho kar us ko cardiac arrest day diya**
adaab
![]()
Re: SubaH SubaH..
chand batooN ne hafiza bakhsha
chand yadein hein bhool ka baiss
rastooN se shikayatein kaisi
khod musafir hein dhool ka baiss
Re: SubaH SubaH..
Aadmi ko bhi ab muyasar nahee Insaan hona
jo ikk Sajdaa kia hota mainai tu FarishTa he hotaa
Adaab.. :o