Re: SubaH SubaH..
loug kehtay hain piYaar may neend nahee ati
aray koi hamsay bhi dil lagaye .. meray ko neend bari ati hai
![]()
Re: SubaH SubaH..
loug kehtay hain piYaar may neend nahee ati
aray koi hamsay bhi dil lagaye .. meray ko neend bari ati hai
![]()
Re: SubaH SubaH..
wah wah wah kiyaa bazarii shair hai wah wah.. muqarar muqarar..![]()
Re: SubaH SubaH..
han mai Pakistan mai Rikshaw aor buses ka fleet khareed rha hon.. kafee Ashaar ke zaroorat hai.. ![]()
Re: SubaH SubaH..
ek sher sunati hoiun baray dayhaan say sunou
mujhay sher nahee ata jaa kar kisi aur say suno
![]()
Re: SubaH SubaH..
Kehtey hein ke pyar mein , nend ur jati hey
koi mujhey pyar keray, mujhey nend boht ati hey
shair thek bola kero ![]()
Re: SubaH SubaH..
lol!
finally i understood sumthing:D^
feels clever
Re: SubaH SubaH..
uss say rouz milnay ko dil chahta thaa
kuch sunanay aur sunanay ko dil chahta thaa
thaa unka mananay ka andaaz aisa
kay phir say roothnay ko dil chahta thaa
adaab
![]()