souchtae thae na jane kia ho gay
ashian jazbon ka jub bekhar jay gaya
magar
yeh tofaan bhi ab ghuzar gaya
tumhe koh kar
tumhe koh dene ka
mera sara dar gaya!!!
Uzma Rana
souchtae thae na jane kia ho gay
ashian jazbon ka jub bekhar jay gaya
magar
yeh tofaan bhi ab ghuzar gaya
tumhe koh kar
tumhe koh dene ka
mera sara dar gaya!!!
Uzma Rana
Beautiful.....
nice :)
Wah :k:
Re: souchtae thae!!!
Oyy GKK zindabaad :k: :k:
Yehi howi na baat … maThi pao .. te uper say panni
goodie
thanks everyone:hug:![]()
azad jee yeh mete kis pe dalo(ap pe yah us pe)![]()
hum hi sahi … maThi Dalna seekhain to sahi … hum itnay khush naseeb kahan …keh koi ghazal wahan tak saat day … baherhaal aap ki choTi si khwahish hay humari dua hay Allah aap ko humari maTi naseeb karay
Azad par he dal dee hoti tu aaj ya din na dekhna parta…
Wasay aaj din koon sa hai jo main dekh raha hoon…
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Azad par he dal dee hoti tu aaj ya din na dekhna parta...
Wasay aaj din koon sa hai jo main dekh raha hoon...
[/QUOTE]
DILSAY aaajjjjjj to jumeraaaaaaaaaaat hay HUMMMMM
kab jar hay ho aap (8) dug dugi ki bheek mangnay
DILSAY aaajjjjjj to jumeraaaaaaaaaaat hay
DILSAY aaajjjjjj to jumeraaaaaaaaaaat hay
DILSAY aaajjjjjj to jumeraaaaaaaaaaat hay
:D
![]()
mein mazak kjar rahee thee.allah na kare ke mujhe apke metti naseeb ho:)
![]()
nahi mujhe in pe koi haq nahi hai metti dalne ka:)
aaj thursday hai.kion kese ko time diya hoaa hai kia;)![]()
waise dilsay tum to mere sath chal rahee thae na:)ap tumhre post mujhe se ziada hain:)
jaisa keh hum pehlay hi arz kar chukay hain … Aisay humaray naseeb kahan
main aap kay sath nahi pechay chal raha tha… aap… kisi kay intazzar main ruk see gain na main aghaly nikal giya… koon sath ana hai kiya…
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
jaisa keh hum pehlay hi arz kar chukay hain ... Aisay humaray naseeb kahan
[/QUOTE]
o hoo:(
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
main aap kay sath nahi pechay chal raha tha... aap... kisi kay intazzar main ruk see gain na main aghaly nikal giya... koon sath ana hai kiya...
[/QUOTE]
hummmm:)
mein kese ke intazar mein nahi rokee thee.kuch pathar aa gaye thae raste mein.so unhein hantane mein deer lag gaye
kahain door say radio par gana aa raha hay ........ awaz ghaliban Mukayshi jee ki hayyyyyyyy
Rastay ka pathar ........ pathar :)
[QUOTE]
*Originally posted by ghazal kisi ke: *
hummmm:)
mein kese ke intazar mein nahi rokee thee.kuch pathar aa gaye thae raste mein.so unhein hantane mein deer lag gaye
[/QUOTE]
Haan theek kaha... khud he pathar uthanay partay hain whoo behi joo aa jaian aur whoo behi jo maray gaya hoon....
bohat khoob ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
kahain door say radio par gana aa raha hay ........ awaz ghaliban Mukayshi jee ki hayyyyyyyy
Rastay ka pathar ........ pathar :)
[/QUOTE]
:)
jee haan tha ek raste ka pathar.