haan yeh to tum ne tehk kaha per tum pe kis ne pathar penkhein:(mujhe zara us ka naam bataoo:smash:
shukria:flower1:
lo jee inn ki sunain … bhai woh naam say to phool si hain … par haat pair sub pathar hain … khass kar jab un ki dug dugi ka bouncer … uTh kay ** dilsay ** lagta hay
… Wallah woh mazar daikhnay say taloq rakhta hay … Becharay dilsay ![]()
hummm:hehe:
pata nahi woh kon hai:confused:
dilsay dekh lo tumhara dost tumhara mazak ura raha hai:smash:
aik baat batain GKK jee? (samjh main na aay to khushi humari)
hummm
aisa hay keh
Allah dilon par nigha karta hay …
Woh pathar say hon dil …
Yaa ToThay howay dil …
Qatra qatra aankhon say tapaktay howay dil…
Yaa khataon par sharminda ghabray howay dil …
Woh nighar karta hay …
na uRaya kar Mazaq in ka hanssi main ..
khaian aisa na ho ..
yehi hanssi bazghust ban jay
or ** Azad~** dil ka dagh ban jay
![]()
ok, i know
forget it
ap kis baat pe confuse hain:confused:
aur woh baat kon se hai
aap kiya karoo gee agar naam bata diya…
aap ki uljhan daikh kar hum ulajh gay thay
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
aap kiya karoo gee agar naam bata diya....
[/QUOTE]
well jo aik dost ko karna chahe:)
kon se uljhan:confused: