ghar mai wapas atay howa appni topi ko sumbhaltay howay beechara dulhaa jis ke zindage abb khatro kay sath shoro hoti hai.
[thumb=H]move%20out_7348844.JPG[/thumb]
lovely pics.....kia baat hai apkay friend khush nahi lag rahay unlike the dulhan? .......aur haan u lookin nice too ;) wasay just curious kia ap her waqt pan khatay hain?
JonyBr – -oye bhai mujh ko marwanay ka irada hai kiya ? nahi batana plaaag .
Sussan - - - wesay mari pasand or app ke pasand kitne milti hai blushing with brush
HeArT HaCKeR - - - bhanji tum kab kar rahe ho shadi ?
Dynamic fire - - - thank u sweetooo .
Bhatakti Rooh - - bus jii app boozargoo ke Dua chayeah .
*** Vivacious *** - - - is kay ilawa bhi kuch or liekh deyah karo .
Shikra - - - yaar abb mai kiya karo maray doosto ke dulhanay appnay sath betha dati hai mujh ko .
Daagh - - - bhai manay kab tashan maray mai tu is akali duniya mai aik anjana musafer ho .
crazyLarki - - - shukreyah 4 liking da pics or hai mai Pan khata ho yah app ko kesay paata chala
PyariCgudia - - - acha us ke shadi ho gaie kiya ? ?
Sinner - - - abey yaar tu bhi asa bolay ga , mai kab ishtylee maring ? ? appun nay tu seedha saddha dress pahna hai.
Pyaari83 - - - yah 100% true.
Rukhsarbibi - - - yaar dulha hai tu pareshan tumhari shadi honay do phir poocho ga tumharay dulhay say . . . or hai outfit same nahi hai change hai magar woh kiya hai nah maray camera nay un ko same kar deyah